iJunoon Archives 2015
Articles / Featured
Ijunoon
Massage K Liye Bhi Robot Tayar
ٹیکنالوجی کے میدان میں دنیا انتہائی تیزی سے آگے بڑھتی جارہی ہے اور روزمرہ معمول انجام دینے کھانا پکانے سے لیکر ہسپتالوں میں خدمات انجام دینے والے روبوٹ تک سائنسی دماغوں نے ایجاد کرلیے ہیں۔اسی میدان می...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 28, 2015 at 11:03
Category: featured
Sms / Marital Woes
Wajeeha Ali
Serial Kisser
kiss is the key of love ,
love is the lock of marriage ,
marriage is the box of children ,
children are problem of pakistan ,
so
stop kissing and save pakistan .
love is the lock of marriage ,
marriage is the box of children ,
children are problem of pakistan ,
so
stop kissing and save pakistan .
·
2 Like ·
Mar 28, 2015 at 11:03
Category: marital-woes
Sms / Marital Woes
Kainaat Siddique
Wedding Nite
a 55years oldman married a 15 years girl on wedding nite both started crying
Girl says: i dont know any thing
man says: i forget everything
Girl says: i dont know any thing
man says: i forget everything
·
3 Like ·
Mar 28, 2015 at 04:03
Category: marital-woes
Poetry / 0

Is Ishq Se Bada

is ishq se bada gunaah bhala kya hai
har dil mein yaaro jo ye gull khila kya hai
kuch nishaan reh jaate hain sab kuch jal kar
phir bhi aashiq kehte hain k jala kya hai
rotey hain aashiq galti par apni
phir is duniya begaani se inhe gila kya hai
sab jaankar anjaan bane rehte hain ye dilwaale
is badnaam mohabbat se inhe mila kya hai
majbur hokar aaj puch raha hai sabse
ye toot kar bikharne ka silsila kya hai

Mar 28, 2015 at 03:03
Category: 0
Sms / Love
Mohammad Yaseen
Aik Aap Hain
Aik aap hain ke
kitne sweet hain.
aik aap hain ke
kitne cute hain.
aik aap hain ke
kitne lovely hain.
Aik hum hain ke
jhoot pe jhoot bol rahe hain!
kitne sweet hain.
aik aap hain ke
kitne cute hain.
aik aap hain ke
kitne lovely hain.
Aik hum hain ke
jhoot pe jhoot bol rahe hain!
·
1 Like ·
Mar 27, 2015 at 23:03
Category: love
Poetry / 0

Teri Baahon Main Marne Ka Maja Kuch Aur Hai

hasratein puri karne ka maja kuch aur hai
teri baahon mein marne ka maja kuch aur hai
peekar to madhosh sab hote hain aksar
teri aankhon se peene ka maja kuch aur hai
manjil to paa leta yun to akela main bhi
par tere sath hone ka maja kuch aur hai
hanste to sab hain mehfilon mein humdum
par rotey huye muskuraane ka maja kuch aur hai
har aarju dil ki aaj ufaan par hai yun to
par kuch baatein chhupaane ka maja kuch aur hai
jo likh kar tu hamesha bhool jata hai
kabhi kabhi wo gajal gungunaane ka maja kuch aur hai

Mar 27, 2015 at 21:03
Category: 0
Sms / Missing You
Moiz Malik
Lose Motion
MOBILE REPAIR KARNAY WALE KO LOSE MOTION HO JAYE TO WO DACTOR KO KASE EXPLAIN KREGA?
KOCTOR SAHAN SUBAH SE MISSED CALLS AA RAHI HAIN OUT GOING MAIN TAKLI HO RAHI HAI SUBAH SE NAYE NAYE RING TONE BAJ RAHE HAIN OR PET MAINBALANCE NAHIN BACH RAHA, JITNA BHE RECHARGE KARO UTNA KHARCH HO RAHA HAI. PLEASE DO SOMTHING.

Mar 27, 2015 at 19:03
Category: Missing You
Poetry / 0

Jeene Ki Aadat Ho Gai

Ke Tujh Se Juda Hokar Bhi
Jeene Ki Aadat Ho gai
Tum Laut Ke Aaogey Humse Milne
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho gai
Tere Waade Peh Kiya Bharosa Humne
Shab-Bhar Tera Intezaar Karne Ki Aadat Ho gai
Khushi Main Bhi Hum Kya Muskarate Ke
Teri Judaai Mey Rone Ki Aadat Ho gai
Kaafile Nikal Gaye Hume Chod Ke
Ab To Tanha Safar Ki Aadat Ho gai
Har Mod-Par Mili Ghum Ki Parchhaiyaan
Zindagi Se Samjhauta Karne Ki Aadat Ho gai

Mar 27, 2015 at 13:03
Category: 0
Sms / Sardar
Sarmad Ali
Sardar
Teacher: Wts ur father name in English...
Sardat: Breautifull red underware...
Teacher: R u jocking...?
Sardar: No his name is SUNDER LAL CHADA
Sardat: Breautifull red underware...
Teacher: R u jocking...?
Sardar: No his name is SUNDER LAL CHADA
·
2 Like ·
Mar 27, 2015 at 11:03
Category: sardar

Sponored Video