Sms / Uncategorized

Unknown

jab sawan main tanha bheego gay

jab angan khalee pao gay

jab sahil say takrati lehron main

apni tanhae main kho jao gay

jab raat kay tanha daman main

tum chaand ko adha pao gay

jab khud say batain kartay kartay

tum door kahin kho jao gay

jab dil ki baat chupanay ko

ham say nazar tum churao gay

main tum say mohabat karta hoon

gurya se har baar yay sunna chaho gay

in sab lamhon main jaan lena kay

tum tum nahi HUM ban jao gay......


Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

Bagh ibn e Qasim Clifton Karachi
Posted by iJunoon
Posted on : Mar 10, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS