iJunoon Archives |2015 | June
Poetry / Poetry Sms
Imran Rashid Malik
Kaash
Ek lamha jo baar baar satata hai,
Na jaane yeh dil kya chahta hai,
Kaash abhi aap hote humari nazron ke saamne...
Par yeh kaash, kaash hi reh jaata hai..!
Na jaane yeh dil kya chahta hai,
Kaash abhi aap hote humari nazron ke saamne...
Par yeh kaash, kaash hi reh jaata hai..!
·
1 Like ·
Jun 10, 2015 at 10:06
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Maria Waheed
Zarurat Hi Nahi Alfaaz Ki
Zarurat hi nahi alfaaz ki,
Dosti to cheez hai bas ehsaas ki,
Paas hote to manzar hi kya hota,
Door se hi khabar hai humein....
Aapki har saans ki
Dosti to cheez hai bas ehsaas ki,
Paas hote to manzar hi kya hota,
Door se hi khabar hai humein....
Aapki har saans ki
·
2 Like ·
Jun 10, 2015 at 04:06
Category: poetry-sms
Articles / Featured
Ijunoon
Mutalea Aur Munasib Ghiza Zehni Amraaz Se Bachao Ka Zariya
طبی ماہرین کا کہنا ہے کہ باقاعدہ مطالعہ اور مناسب غذا کا استعمال بڑی عمر میں ذہنی امراض سے بچا ئو کا بہترین ذریعہ ہے۔ برطانوی طبی جریدے میں شائع رپورٹ کے مطابق جو لوگ اپنے ذہن کو مطالعے میں مصروف رکھت...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 22:06
Category: featured
Poetry / Poetry Sms
Shahid Siddiqui
Dil Na Lagana Kisi Se, Dard Hi Paoge
DIL NA LAGANA KISI SE, DARD HI PAOGE,
BEETI BAATON KO YAAD KARKE ROTEY HI JAOGE,
NIBHAOGE DOSTI KA RISHTA AGAR,
HAMESHA UMEED SE JYADA HI PAOGE!!!
BEETI BAATON KO YAAD KARKE ROTEY HI JAOGE,
NIBHAOGE DOSTI KA RISHTA AGAR,
HAMESHA UMEED SE JYADA HI PAOGE!!!
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 22:06
Category: poetry-sms
Poetry / General
Maryam Rauf
Kitabon Ke Pannon Ko Palat Ke Sochta Hun
Kitabon ke pannon ko palat ke sochta hun,
Yun palat jaaye meri zindagi to kya baat hai...
Khwabon mein roz milta hai jo,
Hakikat mein aaye to kya baat hai...
Kuch matlab ke liye dhundhte hain mujhe,
Bin matlab jo aaye to kya baat hai...
Katl karke to sab le jayenge dil mera,
Koi baaton se le jaaye to kya baat hai...
Jo sharifon ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai...
Apne rehne tak to khushi dunga sab ko,
Jo kisi ko meri maut pe khushi mil jaaye to kya baat hai!!!
Yun palat jaaye meri zindagi to kya baat hai...
Khwabon mein roz milta hai jo,
Hakikat mein aaye to kya baat hai...
Kuch matlab ke liye dhundhte hain mujhe,
Bin matlab jo aaye to kya baat hai...
Katl karke to sab le jayenge dil mera,
Koi baaton se le jaaye to kya baat hai...
Jo sharifon ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai...
Apne rehne tak to khushi dunga sab ko,
Jo kisi ko meri maut pe khushi mil jaaye to kya baat hai!!!
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 16:06
Category: general
Poetry / Poetry Sms
Sadaf Faiz
Payaar Shayad Zindagi Hoti Hai,
payaar shayad zindagi hoti hai,
jo har dil main basi hoti hai,
jee lete hain sabhi akele magar,
pyaar ki zarurat har kisi ko hoti hai
jo har dil main basi hoti hai,
jee lete hain sabhi akele magar,
pyaar ki zarurat har kisi ko hoti hai
·
2 Like ·
Jun 09, 2015 at 10:06
Category: poetry-sms
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Aisa Yeh Jahaan Release Date
·
0 Like ·
Jun 09, 2015 at 09:06
Category: when
Poetry / Poetry Sms
Haya Jalal
Tum Cigaret Kyu Peeti Ho.
log kahtey hain tum cigaret kyu peeti ho
kya ye pyas bhujati hai , maine kaha nahi
dil me kisi bewafa ki tasveer hai
kambkat usko jalati hai..
kya ye pyas bhujati hai , maine kaha nahi
dil me kisi bewafa ki tasveer hai
kambkat usko jalati hai..
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 04:06
Category: poetry-sms
Poetry / Relegious
Shaista Anam
Ramzan Ki Amad
Ramzaan Ki Amad
Ramzaan Ki Amad Hai
Rehmatein Barasane Wala Mahina Hai
Ao Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang Lein
Dur-e-Tauba Khula Hai Is Mahine Mein
Firdous Ki Khusboo Ati Hai
Woh Naseeb Wala Hai Jise Mile Firdous
Ao Aaj Hum Koshish Karein
Usse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi Nahin
Ibadatoon Ke Is Door Mein
Ao Maangein Sub Ke Liye Magfarat
Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye
Chalo Aaj Doosroon Ke Liye Maangein
Ramzaan Ki amad Ki Khusi Hai Bahut
Saath Hi Is Ke Jald Rokhsat Ho Jaane Ka Ghum
khuda Kare Waqt Tham Jaein Us Waqt
Jab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par
Ramzaan Ke Rokhsat Hone Se Pehle
Dur-e-Tauba Band Hone Se Pehle
Is Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar Lein
Jo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar Sake
Ramzaan Mubarak... Ramzaan Mubarak.. Too All.
Ramzaan Mubarak... Ramzaan Mubarak... Too All
Ramzaan Ki Amad Hai
Rehmatein Barasane Wala Mahina Hai
Ao Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang Lein
Dur-e-Tauba Khula Hai Is Mahine Mein
Firdous Ki Khusboo Ati Hai
Woh Naseeb Wala Hai Jise Mile Firdous
Ao Aaj Hum Koshish Karein
Usse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi Nahin
Ibadatoon Ke Is Door Mein
Ao Maangein Sub Ke Liye Magfarat
Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye
Chalo Aaj Doosroon Ke Liye Maangein
Ramzaan Ki amad Ki Khusi Hai Bahut
Saath Hi Is Ke Jald Rokhsat Ho Jaane Ka Ghum
khuda Kare Waqt Tham Jaein Us Waqt
Jab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par
Ramzaan Ke Rokhsat Hone Se Pehle
Dur-e-Tauba Band Hone Se Pehle
Is Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar Lein
Jo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar Sake
Ramzaan Mubarak... Ramzaan Mubarak.. Too All.
Ramzaan Mubarak... Ramzaan Mubarak... Too All
·
1 Like ·
Jun 08, 2015 at 22:06
Category: relegious
Sponored Video