Poetry / General
Maryam Rauf

Kitabon ke pannon ko palat ke sochta hun,
Yun palat jaaye meri zindagi to kya baat hai...
Khwabon mein roz milta hai jo,
Hakikat mein aaye to kya baat hai...
Kuch matlab ke liye dhundhte hain mujhe,
Bin matlab jo aaye to kya baat hai...
Katl karke to sab le jayenge dil mera,
Koi baaton se le jaaye to kya baat hai...
Jo sharifon ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai...
Apne rehne tak to khushi dunga sab ko,
Jo kisi ko meri maut pe khushi mil jaaye to kya baat hai!!!
Yun palat jaaye meri zindagi to kya baat hai...
Khwabon mein roz milta hai jo,
Hakikat mein aaye to kya baat hai...
Kuch matlab ke liye dhundhte hain mujhe,
Bin matlab jo aaye to kya baat hai...
Katl karke to sab le jayenge dil mera,
Koi baaton se le jaaye to kya baat hai...
Jo sharifon ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai...
Apne rehne tak to khushi dunga sab ko,
Jo kisi ko meri maut pe khushi mil jaaye to kya baat hai!!!
Advertisement
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 16:06
Category: general
Latest Posts in poetry
- Khushiyon par fizaon ka pehra haiPosted by : on 2 Days Ago
- Raatein gumnam hoti hainPosted by : on 3 Days Ago
- Woh Zindagi hi kya jis me Mohabbat nahiPosted by : on 7 Days Ago
- Na khwabon me dekha, na nazaaron me dekhaPosted by : on 8 Days Ago
- Safar lamba hai dost banate rahiyePosted by : on 12 Days Ago
- Zindagi me Jab Maayus hue HumPosted by : on 13 Days Ago
- Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti haiPosted by : on 15 Days Ago
- Aapki dosti ki ek nazar chahiyePosted by : on 19 Days Ago
- Har rishton k mukaam nahin hotayPosted by : on 25 Days Ago
- Geet ki zaroorat mehfil mein hoti haiPosted by : on 25 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS