Archives

Sms / Funny

Arsalaan

1 Aadmi Qabar K Pass Betha Tha.

1 Aadmi qabar k pass betha tha.
Musafir ne pocha!dar nahi lagta kia?
Aadmi bola isme darney ki konsi baat hai?
Andar garmi lag rahi thi tu bahir ageaya.

· 1 Like · Feb 05, 2008 at 09:02
Category: funny Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Marital Woes

Javed Khan

Aadmi Shaadi Kyon Karta Hai?

Aadmi shaadi kyon karta hai?
Ta k vo marne ke baad agar Swarg jaye tou achcha feel kare aur agar Narkh jaye tou homely feel kare...

· 1 Like · Nov 15, 2007 at 12:11
Category: marital-woes Tags: Admi Aadmi
 
Advertisement
Sms / Funny

Unknown

Ake Dafa Ake Aadmi Traine Main Safar Kar Raha Hota Hai

ake dafa ake aadmi traine main safar main safar kar raha hota hai wo ake birth par leta hota hai itni dare main ake aadma wahan aata hai aur uss se kehta hai yar bahi mujhey thoori jagha de du maine bethna hai wo aadmi gushey main aa kar kehta hai tumhey pata nahi main kun hoon wo aadmi dar jaata hai aur jo thoori see jagha hoti hai udher tang ho kar beth jaata hai uss ke baad ake aur aadmi aata hai aur uss se wohi kehta hai jo pehle waale aadmi ne kaha tha wo aadmi phir gushey main aa jaata hai aur kehta hai tumhey pata nahi main kun hoon wo aadmi bhi dar jaata hai uss ke liye thoori see bhi jagha nahi hoti issliye wo khara ho jaata hai uss ke baad ake pehalwaan aata hai aur uss se kehta hai yar zara jagha dana wo aadmi kehta hai tumhe pata nahi main kun hoon usey iss ka baat karney ka andaas pasand nahi aata wo uss se kehta hai han bata kun hai tu pehla aadmi yar main beemaar hoon.hahahahahahahahaha

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: funny Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Funny

Unknown

Aik Dafa Aik Aadmi Thaa Jo Apni Gayain Ka Bohat Khiyaal ...

aik dafa aik aadmi thaa jo apni gayain ka bohat khiyaal rakhta thaa, aik dafaa woh bohat thaak gaya to usne apne nokar ko kaha ke woh us ka khiyaal rakhay. nokar ne kaha theek hai. raat hogayee nokar betha raha gayain ke pass. pata nahi kab uski aankh lagayee aur woh sogaya. soba hogayee malik aya aur apni gayain ko ghayab dekh kar bohat ghussa hoa. us ne nokar ko bulaya aur poocha kia hoa. nokar ne bola... raat ke bara bajrahe the, setare samak rahe the, kutay bhoonk rahe thee, chor dewaar phalang ke aaye aur gayain ko utha ke legaye. malik ko bohat ghussa aya us ne ja kar police ko phone lagaya aur kaha: din ke bara baj rahe the, kutay chamak rahe thee, sitare bhoonk rahe the, dewaar aayee gayain ko phalaang ke choroon ko utha ke legayee.
eeeeeeehhhhhhaaaaaaaaahahahahahaha!!!

· 2 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: funny Tags: Apni Admi Aadmi
 
Sms / Funny

Unknown

Train Chal Rahi Hoti Aur Aik Aadmi Aur Aik Pathan.....

Train chal rahi hoti raat ka waqt hota hai to aik aadmi train ko roknai ke liyee chain khainchta hai to auper se awaz aati hai "" abay kiya karta hai "" phir woh aadmi phir chain khainchta hai to phir wohi awaz aati hai "" abay ganda tum kya karta hai "" kafi deer tak woh karta rehta hai lakin train ko roknai naqam ho jata hai phir jab sobah hoti hai to aur walai bed se aik pathan aata aur ghusai main kehta hai
"" abay khana kharabiya tum raat bhaar kai ko humra narra khicha ""

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: funny Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Aik Aadmi Jahaz Mein Safar Ker Raha Hota Hai

aik aadmi jahaz mein safar ker raha hota hai woo air hostes say poochta hai ka bathroom kahan hai tu wooo kehti hai kay peche hai tu aadmi kehta hai kay mera bathroom nahi jahan bathroom hain waaha

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Funny

Unknown

2 Aadmi Janat Main

2 aadmi janat main milty hain 1 2sray say tum kasy marey 1 sardi lagnay say or tum kasy marey herat say wo kasy 1 din ghar gaya to 1 aadmi ki aawaz sunai di andar gaya to kuch bhi nahi tha sara ghar dekh liya herat say gira or mar gaya 1st aagar fridg khol kar dekh letay to 2ono bach jatey -hahahahaha

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: funny Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Aik Aadmi Doosray Aadmi K Haath Pay Marta Hai To...

Aik aadmi doosray aadmi k haath pay maartaa hai to woh ussay kehtaa hai k keyoon mara to doosray admi nay kaha k shuker karo k tumharay paoo (foot) pay nahi mara warna paoo bharii ho jata

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Ek Aadmi

ek aadmi topian (cap) bechta hoa jangal main gia wahan ek drakht (tree) k nechey let gia
aur so gia Jab aankh khuli tou topian (caps)
naheen they woh bara pareshan hoa dhondney laga tou uchanak uss ney drakht (tree) k ooper dekha tou sarey bandar (monky) ne topian pehan rakhi theen
uss ne socha k in se topian kaisy loon ussey ek tarqeeb aai us ne jaib (pokit) se ek topi nikali aur apney haath (hand) mai li tou bandroon ne bhi haath main li us ne neechey phenki tou sab bandron ne bhi neechy phenk di aue aadmi ne sab topian uthai aur chala gia
aur gar ja kar betey se kaha k agar tumharey saath kabhi asisa masla ho tou ye tareeqa karna
beta k saath bhi ek din ye masla ho gia us ne bhi topi hath main pakri tou bandroon ne bhi haat main pakar lee us nechey phenki tou bandron ne sar pe pahan lee
aur ye kaha k beta tumen tumharey baap ne samja dia hai tou ki hoa hamen bhi hamare baap ne samjha dia hai

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Aadmi
 
Sms / Uncategorized

Unknown

2 Aadmi Aapas Man Larae

2 aadami larae karty han. eek aadmi dosre aadmi ko kaheta he ke man aaj tumhare 36 daant tor don ga udhar se eek teesra aadmi guzra to us ne ye baat sun li. to us ne kaha bhahe tum log bhali laro magar is ke tum 36 daant kese toro ge , hoty ho 32 daant han. to us aadmi ne kaha ke mujhe maalom tha tum bheech man zaroor aao ge pahele 4 daant to tumhare toroin ga ......

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Admi Aadmi
 
Sms / Sardar

Unknown

Kitney Aadmi Thay?

Gabbar: Kitne admi they?

Sambha: Sardar 2

Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?

Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai

Gabbar: Aur 2 ke pehle?

Samba: 2 k pehle 1 aata hai.

Gabbar: To beech mein kaun ata hai?

Samba: Beech mein koi nahi aata>

Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?

Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se barra hai.

Gabar: 2, 1 se kitna barra hai?

Samba: 2, 1 se 1 barra hai.

Gabbar: Agar 2, 1 se 1 barraa hai to 1, 1 se kitna barraa hai?

Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do.

0345-5140610

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar Tags: Admi Aadmi
 
Ladki Ki Party - Gagz Mehta
Posted by Hindi Music Videos
Posted on : Oct 11, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS