Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Kalima Tayyab K Do Hisay Hain:

Assalamoalaikum. Kalima Tayyab K Do Hisay Hain: Dono Mein 12,12 Haroof Hain. Dono Hisay Nuqtay K Beghair Hain. Pehla Hisa "LA ILLAHA ILLALLAHU" Maqsad-e-Zindagi Or Doosra Hisa "MUHAMMAD-U- RUSULLULAH" Tarz-e-Zindagi Sikhata Hai. 24 Huroof Taqaza Karte Hain K Insan Apni 24 Ghante Ki Zindagi Deen K Mutabiq Guzare, OR!!!!! Nuqte Na Hone Mein Bhi Hikmat Hai K ALLAH K Sath Koi Shareek Nahi. Is lye Sare Shareek Chor Kar Sirf "EK ALLAH KO PUKARO" Think It::::::::

· 1 Like · Jan 13, 2014 at 14:01
Category: islamic Tags: Islam Allah Khuda Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Darta Hoon Maut Say Magar Marna Zaroor Hai ,

Darta Hoon Maut Say Magar Marna Zaroor Hai , Larazta Hoon Kafan Say Par Pehenna Zaroor Hai , Hojaata Hoon Ghumgeen Janaze Ko Dekh K , Lekin Mera Janaza B Uthna Zaroor Hai , Hoti Hai Bari Kapkapi Qabroun Ko Dekh Kar , Muddaton Andheri Qabr May Rehna Zaroor Hai , Duniya Tu Mere Dil Ko Lubhaati Hai Subho Sham , Par Such Hai Isko Chor K Jana Zaroor Hai , YA-ALLAH JAB TERI TARAF SAY BULAWA AAEY TO EMAAN K SATH UTHANA. AAMEEN....

· 4 Like · Jan 07, 2014 at 15:01
Category: islamic Tags: Namaz Death Waqt Dua Islam Allah Khuda Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Sar Jhukane Se Namazain Ada Nahi Hoti,

Sar jhukane se Namazain Ada Nahi Hoti,
Ghalib Dil jhukana Parrta Hy Ebadat k Liye..

· 1 Like · Dec 28, 2013 at 13:12
Category: islamic Tags: Ghalib Namaz Islam Dil Shairi Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Apni Soch Ko Pani K Qatron Se Ziyda Pak Rakho.

JUMMA MUBARAK
*Apni "SOCH" Ko Pani K Qatron Se Ziyda Pak Rakho, "Q "K Jis Tarah Qatron Se Darya Banta Hy Usi Tarah "SOCH" Se "Emaan" Banta Hai. Jumma Mubarak.

· 2 Like · Dec 26, 2013 at 14:12
Category: islamic Tags: Jumma Islam Mubarak Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Apne Nuqsan Par Ghamzada Na Huwa Kro

Aaj Ki Baat: Apne Nuqsan Par GhamzaDa Na Huwa Kro KYun K ALLAH Tum SaY Us Waqt Tk Kuch Wapas Nai Leta Jab Tk Us S Behtar Tum Ko Ata Na Karna Ho....*Jumma mubarak

· 1 Like · Dec 20, 2013 at 15:12
Category: islamic Tags: Jumma Dukh Islam Mubarak Allah Sms Waqt
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Durood Shareef Sabab Hai.

Durood Shareef sabab hai.... 1-Dil key Sukoon ka 2-Dimagh ki tazgi ka 3-Rooh ki taqat ka 4-Rizq ki barkat ka 5-ALLAH ki khushnodi ka 6-Buri Mout say bachao ka 7-Qabar ki Roshni ka 8-Mehshar main Aasani ka 9-jahannam say Hifazat ka. 10-Jannat main jaanay ka.

· 3 Like · Dec 19, 2013 at 15:12
Category: islamic Tags: Jannat Ibadat Islam Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Quran Pak K Fawaid.

"QURAN PAK" K FAWAID: 1> Quran pak parhne wale ko na Qabar me matti Khayegi na Keere 2> Quran pak jannat ka rasta he 3> Quran pak ki barket se maal barhta he 4> Quran pak tangdasti ko door kerta he 5> QURAN pak parhne wala qayamat k din Muhammad (S.A.W.W) k sabse ziyada kareeb hoga 6> Quran pak perhne wala mout se pehle jannat me apna ghar dekh lega 7> Quran pak parhne wale ki dua qabool hoti he. kisi 1 ko zaror fwd karain.

· 4 Like · Dec 16, 2013 at 14:12
Category: islamic Tags: Quran Islam Sms
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Be Shak Namaz Hi Behtreen Sathi Hai.

"ße'Shak" "Namaz" "Hi" "ßehtreen" "Sathi" "Hai " . "Duniya" "Se" "Qabar" "Tak", "Qabar" "Se" "Hashar" "Tak", "Hashar" "Se" "Jannat" "Tak"...!

· 4 Like · Dec 16, 2013 at 14:12
Category: islamic Tags: Jannat Hashar Duniya Namaz
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Sunehri Batain

sunehri Batain (1)Kisi Muslim Ki Taraf Muskura Kar Dekhna SADQA Hai. (2)Sanjida Rehne Wala Hamesha IZZAT Pata Hai. (3)Imaan Par Maot jannat Me Jane Ki SANAD Hai. (4)Nafs K Khilaf Jihad Karna JIHAD-E-AKBAR Hai. (5)Maa Baap Ki Khidmat 2no Jahan Me AZMAT hai. (6)Marny Wale Se IBRAT Hasil Karo. (7)Jis Ne Sabar Kia Us Ne Sab kuch Pa Lia. (8)Jo Chup Raha Us Ne NIJAAT Paee. (9)Gunah Se Bachna Sab Se Bari NEKI Hai.! JUMMA MUBARAK

· 2 Like · Nov 26, 2013 at 14:11
Category: islamic Tags: Jumma Namaz Islam Mubarak Sms
 
Without Allah I am nothing
Posted by iJunoon
Posted on : Apr 07, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS