Sms / Ghazal

Ijunoon

Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain
Aa apni kashtiyon ko supurd-e-khuda karain !

apni tabahiyon main hi jub apna haath ho
phir dhushmano k waastay kiya bud dua karain

Shaki-e-namurad ko tarsaya umer bhar
Ham say chahta tha k hum iltija karain

Hamnay yun ghurbaton main raat bitayee hay sanam,
Bhookay faqeer ko ab rukhsat zara karain

Duniya teray faraib say jo bach k nikle
Tou sahiloon pay hum bhi namazain ada karain..

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
 

Latest Posts in sms

I Really Miss You! :(
Posted by najam ali khan
Posted on : Jul 12, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS