Judge aur Mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim

Muzammil Shahzad
Wakeel Kar Lo

Aik dehati ksi muqadma mai adalat mai paish hua aur bayan daine laga. thori dair baad judge ne kaha. Tumhari baatain meri samajh nahi aa rahi behtar hai tum koi wakeel kar lo.
Dehati (Saadgi se): wakeel to aap karen jinhen baat ki samajh nahi arahi.
Dehati (Saadgi se): wakeel to aap karen jinhen baat ki samajh nahi arahi.
·
1 Like ·
Jul 22, 2019 at 08:07
Category: judge-aur-mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim

Ijunoon
Kaun Sala Aisa Kehta Hai

judge: tumharay moakkal ko reha nahee kiya ja sakta
wakeel: kon sala aisa kehta hai?
judge: tumhe himmat kaisay hui muje sala kehne ki
wakeel: judge sahab mene poocha hai kaun sa law aisa kehta hai
wakeel: kon sala aisa kehta hai?
judge: tumhe himmat kaisay hui muje sala kehne ki
wakeel: judge sahab mene poocha hai kaun sa law aisa kehta hai
·
4 Like ·
May 23, 2019 at 18:05
Category: judge-aur-mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim

Asiya Faheem
Qanoon Ki Kitaab Ka Safha Number 507

wakeel judge se: qanoon ki is kitaab kay safha number 507 kay mutabiq mairy moakil ko bari kiya jaye judge ne safha dekha to safha number 507 par panch panch hazar walay 5 note thay.
judge: iss tarah kay 2 aur saboot paish kiye jayen
judge: iss tarah kay 2 aur saboot paish kiye jayen
·
4 Like ·
May 14, 2019 at 22:05
Category: judge-aur-mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim

Maleeha Bukhari
Phansi Par Latka Diya Jaye

judge: tumhara jurm sabit hogaya hai
tumhe kal phansi par latka diya jayega
aadmi: wo theek hai lekin utara kab jayega, muje sham ko rickshaw chalana hota hai
tumhe kal phansi par latka diya jayega
aadmi: wo theek hai lekin utara kab jayega, muje sham ko rickshaw chalana hota hai
·
2 Like ·
May 11, 2019 at 00:05
Category: judge-aur-mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim

Ijunoon
Sar Mere Kaan Mat Katiye Warna Main Andha Ho Jaon Ga

judge:is mujrim ke dono kan kaat do.
mujrim:judge saab mere kaan mat kato warna main andha ho jaon ga.
judge:woh kaise?
mujrim:sir main ainak kaise lagaon ga???????????
mujrim:judge saab mere kaan mat kato warna main andha ho jaon ga.
judge:woh kaise?
mujrim:sir main ainak kaise lagaon ga???????????
·
4 Like ·
Jan 27, 2019 at 06:01
Category: judge-aur-mujrim
Jokes / Judge Aur Mujrim
Ijunoon
Judge Aur Mujrim
judge:tum per ilzam hai k tum nay khazanay to loota hai apnay ikhtiarat ka faida uthaay hooway. Tum khud bataoo thumaray saath kya keeya jayea
Mujrim: bus janab mujhay bhi saudia arib bajah dain
Mujrim: bus janab mujhay bhi saudia arib bajah dain
·
3 Like ·
Aug 03, 2018 at 09:08
Category: judge-aur-mujrim
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS