Poetry / Poetry Sms

Hafiz Mehran

Tammana E Ishq To Hum Bhi Rakhte Hain

Tammana-e-ishq to hum bhi rakhte hain,
Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain,
Na jane woh kab milenge
jin ke liye hum roz tadapte hain.

· 1 Like · Mar 14, 2015 at 05:03
Category: poetry-sms
 
Sms / Friendship

Abdul Ghaffar

Dosti

Dosti ka safer lamba mushkil or kathin hai magar .. .. ... .... ....

Kuch tum chalo kuch hum chalain phir .....................................................

QINGKI RIKSHA Kar lain gy..........

To kya khal hai ap ka???????)

· 2 Like · Mar 14, 2015 at 04:03
Category: friendship
 
Poetry / Poetry Sms

Ak Motiwala

Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
K hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

· 1 Like · Mar 13, 2015 at 23:03
Category: poetry-sms
 
Sms / Marital Woes

Asiya Faheem

Girl To Santa.

GIRL: Will u marry me??????

Santa: no, humare yahan shaadi sirf relatives mein hi hoti hai.

Mummy ne Papa se,
Dedi ne Jija ji se,
Aur bhaiya ne bhabhi se,.........

· 2 Like · Mar 13, 2015 at 23:03
Category: marital-woes
 
Poetry / Poetry Sms

Fozia Iqbal

Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo

Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo

· 1 Like · Mar 13, 2015 at 17:03
Category: poetry-sms
 
Sms / Funny

Alisha Khan

Automatically


Banta: yeh
AUTOMATICALLY Kya hota hai??????

Santa: Oye tenuh eh vi nahin pata, jab auto mein koi ganji larkija rahi ho to use kehte hain AUTO-ME-TAKLI.

hahaha

· 2 Like · Mar 13, 2015 at 17:03
Category: funny
 
Sms / Sardar

Abdullah Shahid

Badal Aur Chand

EIK SARDAR JI APNI BIWI SAI OYE SHEWANI JALDI TAIYAR HOKAR AA.DAWAT MAIN JANA HAI.SARDAR JI KI BIWI TAIYAR HOKAR AATI HAI.USS NAI BLACK COLOR KI MINI SAREE PEHAN RAKHI HOTI HAI.SARDAR JI BOLTEY HAIN DARLING LAG RAHA HAI KALEY BADALON(CLOUDS)KI UR SAI CHAND(MOON)JHANK RAHA HAI.

· 1 Like · Mar 13, 2015 at 12:03
Category: sardar
 
Poetry / Poetry Sms

Abdul Sattar

Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai...
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai...

· 1 Like · Mar 13, 2015 at 10:03
Category: poetry-sms
 
Articles / Health

Ijunoon

Anti Biotech Adviyat Sehat Mand Zindagi Ki Zamanat

برطانوی اور عالمی سطح پر معروف ڈاکٹروں نے گزشتہ پچاس سال میں طب کی دنیا کے اندر اینٹی بائیوٹیک ادویات گروپ کو ایک شاندار ترقی سے تعبیر کیا ہے۔ انہوں نے کہا کہ اس اہم ترقی کی وجہ سے انسانوں کی 70 فیصد ...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Mar 13, 2015 at 07:03
Category: health
 
Ye larkiyan rizq ki tarah hoti hain.
Posted by mehmood khan
Posted on : May 08, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS