Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Hazrat Luqman Ki Nasihat Apny Betay Say:

"Very Best sms"
Hazrat Luqman ki Nasihat apny betay say:
"Ay betay,
ksi Orat k peechay chalay jany k bajaye
ksi Sher k peechay chalay jana behtr hai,
is liye k
Sher palat gya to jan chali jaye gi.
Magr orat palat gai to Eeman chala jaye ga.
Forward msg for all young boys...!

· 13 Like · May 03, 2013 at 21:05
Category: islamic-quotes Tags: Beta Hadith Aurat Quotes Islam Women Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Apni Hi Duniya Me Mast Rehta Tha"

Apni hi Duniya me Mast Rehta Tha" Mout ki Fikar Na karta Tha" Gunah ko Gunah Na smajhta Tha" DiL chahta Tha k Parhun Namaz" Par Masjid Tak Jism na le jata tha" Duniya ki Ronaq Me Magan Tha" Waqt Dosti Me Barbad krta Tha" Phir 1 Din Achank Andhyra Chaya" Aankh khuli To Khud ko Qabar Me paya" Phir ALLHA TA'ALA ne pucha k kya Le kr Aaya" Ghar jana Chaha Lekin ja Na Paya" Qabar ki Tanhai Ne Bohat Daraya" Aawaz di Apno ko To koi Na Aaya" Waqt Hy sambhal ja jo Gya wo Na Aya" "NAMAZ" Bohat Qeemti Hy "NABI pak" Ne Smjhaya,

· 3 Like · Oct 28, 2013 at 14:10
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Waqt Islam Sms Namaz
 
Advertisement
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Kisi Insan Ki Narmi Uski Kamzori Ko Zahir

@Kisi Insan Ki Narmi Uski Kamzori Ko Zahir Nahi Karti,
Q K
Pani Sy Naram Koi Cheez Nahi Hy Lekin Uski
Taqt Chitano Ko Reza Reza Kr Deti Hy.
Su Jin Gharon Me Subah K Waqt Quran Ki Tilawat Ho
Wo Ghar Asman Walon K Liye Aesy Chamakty Hyn Jesy Zameen Walon K Liye Sitarey.
HZRAT UMAR FAROQ R.A

· 3 Like · Apr 30, 2013 at 13:04
Category: islamic-quotes Tags: Hadith Quotes Quran Islam Asman Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Al Hadees Meri Ummat K Tmam Logon K Gunah Allah Bukhsh Deiga.

AL-HADEES Meri ummat K tmam Logon k Gunah ALLAH BUKHSH deiga Siwaey Un k,Jo Logon ko FAKHAR Se batae k Main Ne Ye GUNAH kia" (BUKHARI H1008) Jumma Mubarak

· 3 Like · Dec 19, 2013 at 15:12
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Jumma Islam Mubarak Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Imam Hony Ki Pehli Shart Hai K Wo Sahi Ul Aqeeda Muslman Ho

*IMAM* Imam Hony Ki Pehli Shart Hai K Wo Sahi ul Aqeeda Muslman ho Kisi Bad Mazhab o Bad Aqeeda ko Imam Naa Banain (Radul Muhtar 2/284)

· 3 Like · Nov 26, 2013 at 14:11
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Hadith Islam Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

In Mouqo Par Foran Dua Mango Uss Waqt Dua Radd Nai Ho Gi

"Gift Nabi kareem (S.A.W.W) ne farmaya.. In mouqo par foran dua mango uss waqt dua radd nai ho gi.. 1:- Jab barish ho rahi ho, 2:- Jab azaan ho rahi ho, 3:- Safar k douraan, 4:- Jumma k din, 5:- Raat ko aankh khulay to uss waqt, 6:- Musibat k waqt, 7:- Farz namazon k baad, "JAZAK,ALLAH" Jumma mubarak

· 2 Like · Nov 22, 2013 at 14:11
Category: islamic-quotes Tags: Waqt Dua Barish Islam Mubarak Sms Quotes
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Maa Ki Khidmat Se Jannat To Mil Jati Hai.

Maa ki khidmat se jannat to mil jati hai magar Jannat ka darwaza us waqt khulta hai jab baap ki ita'at ki jaye (IMAM ALI A.S)

· 2 Like · Dec 16, 2013 at 15:12
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Hadith Islam Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Mukhtasar Magar Anmol Jumla..

Mukhtasar magar Anmol Jumla..
"Zindagi Ko Ramazan Jaisa Bana Lo_
"To Mout Eid Jaisi Hogi_.. JUMMA MUBBARAK..

· 2 Like · Jul 25, 2013 at 12:07
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Jumma Islam Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Loug Pyar K Liye Hote Hain

Hazrat Ali (A.S)

“Loug pyar k liye hote hain
0R
Cheezain istmal k liye,,,

Baat tab bigarti he
jb cheezon se pyar kiya jae
OR
l0g0n k0 istmaal.

· 2 Like · Jun 11, 2013 at 16:06
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Hadith Islam Pyaar Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Hmary Or Kuffar K Darmiyan Pechan (namaz)hy.

*HADEES_SHAREEF*
“Hmary Or Kuffar K Darmiyan Pechan
(NAMAZ)hy.
LIhaza jisne(NAMAZ)ko Tark Kia,
To usny kufrkia.
(Inb-e-maja page*2540 Hadees*1079)

· 2 Like · Jun 08, 2013 at 16:06
Category: islamic-quotes Tags: Quotes Hadith Namaz Islam Sms
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS