Sms / Marital Woes
Unknown
SOME THING COOL ABOUT GIRLS AND BOYS
Agar larkiyan parda karein jesa ki humaarey deen main hai to na koi larka unko tang karey ga,, na woh unko burnazer sai dekh i kar aazaab main mubtala hooga ya ghalat harkato main,, aur na hi koi awaara unkay peechay parey ga,,,
na friendship hoogi,,, na love hoooga.
love nahi hooga to kisi k dil tootnay ka sabab bhi nahi banay ga.
>
Aaj kal agar 100 couples love kartey hain to unmain mushkil sai 10% shaadi kartey hain,,, aur un 10% main sai 6% log esay hain k jin ka shaadi k baad jhagra shuru hoo jata hai aur baat devos tak pohonch jaati hai
ab bachay 4%...
4 % main sai 2% esay hain jo khud to shaadi karlay tey hain but maa baap sai door hoo kar weeraan zindagi guzaartey hain
ab bachay 2%...
2% hi log shaayed esay hootey hain k jo khushnaseeb hoo woh bhi pata nahi kisi ki dua lag gai hoo.. to
kabhi hisaab lagaanay betho to yehi hisaab niklay ga.
ab soocho k sirf ek ghalti ki wajha sai kitnay ghar barbaad hoote hain, kitnay log zindagi k sakoon sai mehroom reh jaatey hain.
Darasal hoota yeh hai k allah tala aasmaan per hi humarey jorey banata hai hum kuch bhi karlein humara life partner wohi banta hai jisko allah nay humarey liye chuna hai. Agar hum sahi hain, sachay hain, hum main koi khot nahi aur hum sahi raastey per chal kar apnay life partner ko hasil karna chahtey hain to hum ko hamara partner wesa ban kar milay ga / gi jesay hum khud hain.. Agar hum burey hain, jhootey hain aur ghalat raastey(bf ya gf bana kar) per chal kar apnay life partner ko hasil karna chahtey hain to woh bhi hum ko ghalat ban kar milay ga woh bhi wesa hi hooga jesay aap khud hain.
Agar hum boyfriends aur girl friends banaaye gay to humko bazahir aur ibteda main to bohat maza aaye ga lekin woh maza mukhtasar hooga, jhoota hooga aur shuru shuru ka maza hoo ga.
Ab dekhna yeh hai k main rite hoo ya wrong aur yeh mujhe aap log bataaye gay

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: marital-woes
Latest Posts in sms
- I want to marry ChameliPosted by : Sobia Malik on
- Snip Snip OuchPosted by : Obaidullah Khan on
- Chaand Sa Jaisa CheraPosted by : mehwish jatt on
- laughingPosted by : sana ali on
- funnnyPosted by : wafa chaudhry on
- secretPosted by : Aleezay Abbasi on
- lovePosted by : aftab ahmed on
- shaeriPosted by : Aleezay Abbasi on
- hahahahahaPosted by : kamran ullah khan on
- hahahaPosted by : shabana gul on
Sponored Video