Search
Sms / Shairi
Ijunoon
Zindagi Mai Kuch Nah Mila Humko Tou Kya Ghum Hai
Zindagi mai kuch nah mila humko tou kya ghum hai
Aapka pyar mila humko kya ye kam hai
Aapke dil mein ek choti si jagah jo palun
tou woh jagah kya Tajmahal se kam hai...
Aapka pyar mila humko kya ye kam hai
Aapke dil mein ek choti si jagah jo palun
tou woh jagah kya Tajmahal se kam hai...
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 05:11
Category: shairi
Sms / Dard
Ijunoon
Sar Jhukaoge Tou Pathar Devta Ho Jayega
Sar jhukaoge tou pathar devta ho jayega
Usse itna mat chaho woh bewafa ho jayega
Main khuda ka naam lekar pi raha hun dosto
Zehar bhi usme agar hoga tou dava ho jayega
Hum bhi dariya hain hame apna hunar malum hai
Jis taraf bhi chal paden ge rasta ho jayega
Usse itna mat chaho woh bewafa ho jayega
Main khuda ka naam lekar pi raha hun dosto
Zehar bhi usme agar hoga tou dava ho jayega
Hum bhi dariya hain hame apna hunar malum hai
Jis taraf bhi chal paden ge rasta ho jayega
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 05:11
Category: dard
Tags: Khuda
Advertisement
Sms / Shairi
Ijunoon
Kabhi Tou Aasman Se Chaand Utre Jaam Ho Jaye
Kabhi tou aasman se chaand utre jaam ho jaye
Tumhare naam ki ik khubsurat sham ho jaye
Ujaale apni yadon ke hamare sath rehne de
Nah jane kis gali mein zindagi ki sham ho jaye.
Tumhare naam ki ik khubsurat sham ho jaye
Ujaale apni yadon ke hamare sath rehne de
Nah jane kis gali mein zindagi ki sham ho jaye.
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 05:11
Category: shairi
Tags: Asman Chaand
Sms / Shairi
Ijunoon
Khoobiyan Itni Tou Nahi Hum Mein,
Khoobiyan itni tou nahi hum mein,
ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge
par bhoolna bhi aasaan nahi hoga,
aisa zaroor kuch kar jaayenge....
ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge
par bhoolna bhi aasaan nahi hoga,
aisa zaroor kuch kar jaayenge....
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 05:11
Category: shairi
Sms / Naughty Insult
Ijunoon
Reh Reh Kar Mujh Ko Tou Bas Ek Hi Khayal Aata Hai....
Reh reh kar mujh ko tou bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht nah jane kaun se sabun se nahata hai!!
woh kambakht nah jane kaun se sabun se nahata hai!!
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 04:11
Category: naughty-insult
Sms / Shairi
Ijunoon
Kuch Nasha Tou Aapki Baat Ka Hai
Kuch nasha tou aapki baat ka hai,
Kuch nasha tou dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar tou aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha tou dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar tou aap se mulakat ka hai!
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 19:11
Category: shairi
Tags: Nasha
Sms / Dard
Ijunoon
Yehi Wafaa Ka Sila Hai, Tou Koi Baat Nahi
Yehi Wafaa ka sila hai, tou koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, tou koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho
Sahil se Safeena doob raha hai,tou koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main chupa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai tou koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai tou koi baat nahi
Kisay majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai tou koi baat nahi.

Nov 19, 2007 at 18:11
Category: dard
Sms / Encouragement
Ijunoon
Khudaa Jab Husn Deta Hai Tou
Khudaa jab husn deta hai tou
Nazaakat aa hi jati hai
Kadam chun chun kar rakhti ho
Kamar bal kha hi jaati hai...
Nazaakat aa hi jati hai
Kadam chun chun kar rakhti ho
Kamar bal kha hi jaati hai...
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 17:11
Category: encouragement
Tags: Khuda
Sms / Shairi
Ijunoon
Kal Mila Waqt Tou Zulfain Teri Suljha Doonga
Kal Mila Waqt Tou Zulfain Teri Suljha Doonga
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ko Sulajhaanay Main
Yoon Tou Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ko Sulajhaanay Main.
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ko Sulajhaanay Main
Yoon Tou Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ko Sulajhaanay Main.
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 17:11
Category: shairi
Tags: Waqt
Sponored Video