Search
Quotes / Urdu Quotes
Madiha Sultan
Asoolon Ki Paasdari
·
1 Like ·
Dec 11, 2018 at 11:12
Category: urdu-quotes
Social Wall / Photos
Zafar Ali Khan
Qismat Ki Lakeerain
·
1 Like ·
Dec 10, 2018 at 20:12
Category: photos
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Zahid Mahmood
Train Ki Zanjeer
Train main aik bacha ore us ki maan safar kar rahay thay,kay achanak train kay andar light off ho jati hai.bachay nay apni ami say kahna shuru kar dia kay ami ami main nay zanjeer khainchani hai,maan nay bachay ko ajazat day di.bachay nay jab zanjeer khainchi to us ko zoor say thapar para,phir khainchi to us ko phir zoor say thapar para tesri baar jab us nay zanjeer khainchi to us ko thapar para. dosri baar us nay zanjeer khainchi to phir us ko zoor say thapar para.tesri dafa jo us nay zanjeer khainchi to us ko jo thapar para to bacha ronay lag para ore saath hi light bhi aa gai achanak oper berth say awaz ai"" O khauch apnay bachay ko samjhao yeh mera naala khainchti ay"".
·
1 Like ·
Dec 10, 2018 at 18:12
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Eshwa Khan
Allah Ki Raah Mai Kharch
·
1 Like ·
Dec 07, 2018 at 20:12
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Mehwish Jatt
Zamane Ki Sakhtiyan
Har wo shagird jo ustaad ki sakhtiyan bardasht nahi karta, usay zamane ki sakhtiyan bardasht karni parti hain.
·
1 Like ·
Dec 06, 2018 at 01:12
Category: urdu-quotes
Social Wall / Photos
Shahid Siddiqui
Allah Ki Nafarmani
·
1 Like ·
Dec 05, 2018 at 16:12
Category: photos
Poetry / Love
Abdul Rehman Rehman
Woh Dil Hi Kaya Jo Tere Milne Ki Dua Na Kare
Woh dil hi kaya jo tere milne ki dua na kare
main tujh ko bhool ke zinda rahoon Khuda na kare
rahe ga sath tera payar zindagi ban kar
yeh or baat meri zindagi wafa na kare
Yeh theek hai nahin marta koi judai main
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare
Suna hai usko muhabat duaain daiti hai
Ju dil pe waar tu khaye magar gila na kare
Agar wafa peh bharoosa rahe na duniya ko
Tu koi shaks muhabat ka hoosla na kare
Bujha diya hai naseeboon ne mere pyar ka chaand
Koi diya meri palkoon peh abb jala na kare ...
Zamana dekh chuka hai parkh chuka hai usse
Qateel jaan se jaye par ilteja na kare
main tujh ko bhool ke zinda rahoon Khuda na kare
rahe ga sath tera payar zindagi ban kar
yeh or baat meri zindagi wafa na kare
Yeh theek hai nahin marta koi judai main
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare
Suna hai usko muhabat duaain daiti hai
Ju dil pe waar tu khaye magar gila na kare
Agar wafa peh bharoosa rahe na duniya ko
Tu koi shaks muhabat ka hoosla na kare
Bujha diya hai naseeboon ne mere pyar ka chaand
Koi diya meri palkoon peh abb jala na kare ...
Zamana dekh chuka hai parkh chuka hai usse
Qateel jaan se jaye par ilteja na kare
·
1 Like ·
Dec 02, 2018 at 12:12
Category: love
Quotes / Urdu Quotes
Sana Ali
Rishton Ki Door
·
8 Like ·
Dec 02, 2018 at 11:12
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Urooj Zahed
Insaan Ki Taqat
Insan ki taqat aur bisaat sirf itni hai k wo saans lene par bhi ALLAH ki marzi ka mohtaaj hai.
·
16 Like ·
Dec 02, 2018 at 04:12
Category: urdu-quotes
Sponored Video