Please Login to Send Message.
Poetry / Love

Obaid Kayani
Main Apni Khuahishon

main apni khuahishon main bas tumhain hi yaad karta hoon
sadaien jab bhi daita hoon tumhain faryaad karta hoon
tere aik baar kehne pe main duniya chod jaoon ga
tere aik harf pe main zindagi barbad karta hoon
bas aik koney main baithe mera har din guzarta hai
main teri yaadon se is ghar ko bhi aabad karta hoon
ghalat bayani hai teri hamare dil se niklo ge
nikal sakte ho to jao tumhain aazad karta hoon

·
1 Like ·
Jun 03, 2020 at 11:06
Category: love
Social Wall / Photos
Obaid Kayani
Pathar Bhi Kalma Parh Kar Musalman Ho Gaye
·
0 Like ·
Oct 15, 2019 at 02:10
Category: photos
Advertisement
Social Wall / Photos
Obaid Kayani
The Corinth Canal, Greece
·
0 Like ·
Aug 22, 2019 at 07:08
Category: photos
Jokes / Miscellaneous

Obaid Kayani
Kaka Subah Sawairay Utha Karo Is Ke Bohat Faiday Hain

kaka subah sawairay utha karo is ke bohat faiday hain
dekho jo chirya subah sawairay uthti hain in ko kiray makoray khane ko mil jatay hain,
madam jee our jo kiray subah sawairay uthtay hain in ko jaldi uthnay ki saza bhi to milti hai.
dekho jo chirya subah sawairay uthti hain in ko kiray makoray khane ko mil jatay hain,
madam jee our jo kiray subah sawairay uthtay hain in ko jaldi uthnay ki saza bhi to milti hai.
·
1 Like ·
Jun 07, 2019 at 23:06
Category: miscellaneous
Jokes / Ustaad Aur Shagird 
Obaid Kayani
Aap Achi Lagti Hain

student- : miss home work kya tha lekin copy ghar par reh gayi .
teacher : to khud bhi ghar par reh jatay .
student- : aap achi lagti hain is liye aata hon .
teacher : to khud bhi ghar par reh jatay .
student- : aap achi lagti hain is liye aata hon .
·
4 Like ·
Jun 01, 2019 at 02:06
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / General
Obaid Kayani
Baich Kar Talwarain

·
1 Like ·
Sep 18, 2018 at 22:09
Category: general
Poetry / Love
Obaid Kayani
Dil Ke Paas Aapka Ghar Bana Liya.
Dil Ke Paas Aapka Ghar Bana Liya
Khwabo Me Aapko Basa Liya
Mat Puchho Kitna Chahte Hai Hum Aapko
Aapki Har Khata Ko Apna Mukaddar Bana Liya..!!! ❤
Khwabo Me Aapko Basa Liya
Mat Puchho Kitna Chahte Hai Hum Aapko
Aapki Har Khata Ko Apna Mukaddar Bana Liya..!!! ❤
·
1 Like ·
Aug 25, 2018 at 13:08
Category: love
Social Wall / Photos
Obaid Kayani
Skardu Airport, Pakistan
Skardu Airport, #Pakistan
·
13 Like ·
Jul 23, 2018 at 05:07
Category: photos
Obaid Kayani
Gender : MaleCountry : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 39
Member Since : Mar 17, 2014
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS