Archives

Please Login to Send Message.

Obaidullah Khan

From : Pakistan
Followers : 0   Total Updates : 38
Member Since : Mar 17, 2014
Jokes / Miscellaneous

Obaidullah Khan

Larkiyan Cycle Pe Honi Chahiyen.

*Larkiyan Cycle pe honi chahiyen, Paidal To Wo aqal se b hoti hain.

Banday ko Business man hona chahiye, Engineer to mochi bhi hota hai.

Insan Ko Sharif Hona Chahiye, BadMashh to dil b hota hai.

Banday Ko Fitt Hona Chahiye, Smart To Phone B Hota Hai.

LapTop to Dell ka Hona Chahiye, Apple to Fruit B Hota Hai

Reply Dhang Ka Hona Chahiye, Hmmmm To Bhens Bhi Karti Hai..

Cell Ho to Nokia Ho, S1,S2,S3,S4 to Train K Dabby B Hoty Hain

Insan Ko Bat Karny Se Pehlay Salam Krna Chahiye, Hi Hi to khusray B Karty Hain

Dost badtmeez honay chahiyen, Achy to dagh b hoty hain

· 3 Like · Apr 05, 2018 at 12:04
Category: miscellaneous
 
Poetry / General

Obaidullah Khan

Hai Mohabbat Azaab, Barbaadi

Hai Mohabbat Azaab, Barbaadi
Dil Ko Ye Baat Kis Ne Samjha Di ?
Be-Wafai Ne Khaak Kar Daali
Chaahaton Ki Hari Bhari Daali
Ik Shab Vasl Ki Guzaarish Thi
Os Ne Tasveer Apni Bhijvadi
Tere Gham Ki Jazeerah-e-Dil Mein
Phailti Jaa Rahi Hai Aabaadi
Kis Qadar Baanjh Hoti Jaati Hai
Takht-e-Ikhlaas Teri Shehzaadi
Waqt Zaalim Tha Meri Har Khwaahish
Os Ne Deewaar-e-Gham Mein Chunwa Di.

#poetry #mohabbat

· 6 Like · Apr 01, 2018 at 08:04
Category: general
 
Advertisement
Poetry / Love

Obaidullah Khan

Bohat Aaraam Karna Chahti Hun

Bohat Aaraam Karna Chahti Hun
Yehi Ek Kaam Karna Chahti Hun
Shaoor-e-Aagahi Ek Almiaa Hai
Ise Neelaam Karna Chahti Hun
Mein Apni Umer Ke Saaray Asaasay
Tumhaaray Naam Karna Chahti Hun
Tumharay Khaima-e-Khushbuu Mein Reh Kar
Mein Subaah-o-Shaam Karna Chahti Hun
Charaaghon Se Hawaa Ki Dushmani Hai
Ise Naakaam Karna Chahti Hun.

#poetry

· 2 Like · Mar 31, 2018 at 06:03
Category: love
 
Sms / Missing You

Obaidullah Khan

To Walk Is Easy

To walk is easy but 2 walk alone is tough,
being missed by someone is nice
but missing someone is painful,
being loved is secure but to love is insecure

Aftab khan

Islamabad

· 1 Like · Jan 29, 2015 at 19:01
Category: Missing You
 
Sms / Funny

Obaidullah Khan

Khan Sahib

aek admi ne pathan se poocha ke laloo khet kon se number ki bus jay gi khan ne kaha ke 6 number bus jay gi admi ne kaha ke agar 6 number nahi mili to kia karoon khan ne kaha agar 6 number nahi mile to teen teen number ka do bus pakar lena.

· 1 Like · Dec 24, 2014 at 06:12
Category: funny
 
Sms / Love

Obaidullah Khan

Romantic Countries In The World

These are some of the romantic countries in the world.
H.O.L.L.A.N.D. - Hope Our Love Lasts And Never Dies.
I.T.A.L.Y. - I Trust And Love You.
L.I.B.Y.A. - Love Is Beautiful; You Also.
F.R.A.N.C.E. - Friendships Remain And
Never Can End?.

Aftab khan

· 1 Like · Dec 20, 2014 at 09:12
Category: love
 
Whatsapp Messages / Missing You

Obaidullah Khan

They Taught Me That One Hours Equals 60 Minutes;

They taught me that one hours equals 60 minutes;

And that one minute equals 60 seconds.

But I never knew that one second without you can last forever!

· 0 Like · Dec 14, 2014 at 09:12
Category: Missing-You
 
Sms / Love

Obaidullah Khan

When You Love Someone

When you love someone, it?s nothing. When someone loves you, it?s something. When U love someone & they love you back, It?s everything.



Aftab khan

From: islamabad

· 1 Like · Dec 13, 2014 at 20:12
Category: love
 
Sms / Sardar

Obaidullah Khan

Ladies

Lady Doc: Tum aroz clinic k bahar kharye ho kar ladies ko kiun ghoortye ho??

Sardar jee: aap he nai to bahar likha hua hai k ladies ko dekhne ka time 9am se 5am tak hai... hahhaha

· 1 Like · Nov 30, 2014 at 03:11
Category: sardar
 

Obaidullah Khan

Gender : Male
Country : Pakistan

Followers : 0  
Total Updates : 38
Member Since : Mar 17, 2014
    This user has no friend
Coming Soon!


This user has not uploaded any photo.
Coming Soon!
The BUG-A-SALT In Action
Posted by Interesting Videos
Posted on : Aug 24, 2017

Random Post

Obaidullah Khan Photos

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS