Sms / Uncategorized

Unknown

Aik pehelwaan ki Machhli (Fish) ka hotel hota hai. Woh hamaisha puraani aur badboo waali machhli bechta hai. Laikin koi uss kay darr say shikayat nahin karta.
Aik din aik aadmi aataa hai. Puraani machhli chakh (taste) kar ussay bohat gussa aataa hai. Pehalwaan ko dekh kar sochta hai kay main iss ko ghalti kaa ehsaas zroor dilaaon gaa. Thorri si khanay kay baad wo machhli kay paas apna kaan le jata hai, jaisey kuch sunn raha ho. Pehalwaan dektha hai to poochta hai, ? Abay yeh kya kar raha hai?. Woh kehta hai, ? kuchh nahin phalwaan ji, wo asal main meraa haar pichhlay mahinay daryaa main girr gaya thaa. Main machhli say pooch raha tha kay tum nay to nahin dekha? Yeh keh rahi hai kay Mujhay kya pata, mujhay to yahaan aaey Chhay (6) mahinay ho gae hain?

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

Chapel on the Hill. Saint-Malo.
Posted by iJunoon
Posted on : May 28, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS