Sms / Uncategorized

Unknown

ek admee hota hai woh ek bzurag kay pass jata hai 5 din ka saafar kar kay woh bazurg usay ek tota deta hai.admee kehta hai main es ka kya karoon ga.woh totay kokehta hai 10 rupay do to totay ke chonch main das ropay atay hain oor woh pakdr leta hai. woh kehta tumain es ke zarorat hai lay jao.woh tota lay kar ata hai rastay main woh ek admee kay ghar jata hai tu woh kehta hai kay mujhay ek raat kay ley sona hai.woh maan jatay hain.woh kehtay hain khanay kay adhay pesay tum do gay phir.woh kehta hai theek hai.(wesay yeh lateefa nahi hai ek kahani hai bas aap sun lo)oor phir woh kehtay hain khany kay ley 20 ropay chaeay woh totay ko kehta hai 10 rupay do woh day deta hai.woh phir kehta hai woh day deta hai woh admee preshan ho jata hai kay yeh tota tu bohat kaam ka hai woh kya karta hai raat ko tota badal leta hai.oor subha woh mosaafir apnay ghar chala jata hai.jab usa pata chlta hai kay yeh woh tota nahi hai tu wohbuzarag kay pass dobara 5 din ka saafar kar kay jata hai.bozurag kehta hai mujhay saab pata hai.woh usay ek oor tota deta hai oor kehta hai ab ke baar phir use ghar main therna.woh kehta hai es totay ko kya hai.woh kehta hai es say pesay mangoo.woh kehta hai 10 rupay do.tota kehta hai 20 na doon woh kehta accha 20 doo woh kehta 40 na doon.phir woh wpise kay ley niklta hai oor use ghar main jata hai.oor woh phir unheen shartoon pay usay rakhta hai.oor jab pesay mangnay ata hai tu woh us say 10 mangta hai.woh kehta hai 20 na doon woh kehta hai aaccha 20 doo woh kehta hai 40 na doon? tu admee kehta hai yeh tota tu pehlay walay say behtar hai.woh phir raat ko tota badla leta hai oor subha woh apnay ghar chala jata hai.us kay pass pehlay wala tota a jata hai.oor woh jo tota badal tay hain woh subha kehtay hain lao 10 rupay do woh kehta hai 20 na doon? woh kehta accha 20 doo woh kehta hai 40 na doon?woh kehta hai accha 40 doo wohkehta hai 80 na doon?woh kehta ary baba kuch do be esay he boltay rahoo gay wesay es ko hum lallch bore bala hai be keh saktay hain!:))))) sorry if i did made you bored!

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

Jeans Into A Handbag.
Posted by mehreen ali
Posted on : Oct 18, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS