Search
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
Chalo Tum Raaz Ho Apna Tumhein Afshaa Nahi Kartay.
Chalo Tum Raaz Ho Apna Tumhein Afshaa Nahi Kartay Suno Jis Ko Chaha Jaye Usay Chhora Nahi Kartay Jisay Shaffaaf Rakhna Ho Usay Maila Nahi Kartay Jo Bus Jaata Hay Dharrkan Mein Usay Bhoola Nahi Kartay Kisi Ko Dil Detay Waqt Bohat Socha Nahi Kartay Jo Pehlay Say Hi Tanha Ho Usay Tanha Nahi Kartay Suno Yaadein Satati Hain Magar Roya Nahi Kartay Suno Tum YAAD Aatay Ho Aur Hum Soya Nahi Kartay.
·
1 Like ·
Dec 26, 2013 at 14:12
Category: ghazal
Tags: Dard Dil Shairi Poetry Love Mohabbat Sms
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
Iss Duniya K Bassi B Ajab Ajab Se Kaam Kartay Hain
Iss duniya k bassi b ajab ajab se kaam kartay hain,
Sari zindagi ik bewafa k naam karty hain,
Kar letay hain un ki soch mein khud ko gum-naam,
Aur phir khud ko un mein talash karty hain,
Khud kho jatay hain madhoshi k aalam mein,
Aur zindagi ko un k naam karty hain,
Chaltay phirtay har shakhs ko dekh kar us k,
Saye mein b un ko talash karty hain,
Khayalon ki to baat rahi aik taraf,
Khuwabon mein b un ka dedaar karty hain,
Bithaye rakhty hain khud ko samnay un k ghar majodgi mein un k,
Yon he bethay subha se shaam karty hain,
Dekh kar har phool mein un k mukhrray ko, Najanay keun woh phoolon ko b salaam karty hain,
Woh samnay hon to ho ga kaya aalam.?
Un ko dekhay bagair he un se kalaam karty hain,

Jun 04, 2013 at 17:06
Category: ghazal
Tags: Shairi Poetry Love Mohabbat Sms
Advertisement
Sms / Good Night
Kashif Yaqoob
Kheryat Ki Dua Kartay Hein….
“Tujhay Fursat kahan hai chahat walon say
baat krne ki,,,,,
,D_G,
Wo hum hein jo har Rat sone se phle
teri kheryat ki dua kartay hein….
GOOD NIGHT…
baat krne ki,,,,,
,D_G,
Wo hum hein jo har Rat sone se phle
teri kheryat ki dua kartay hein….
GOOD NIGHT…
·
1 Like ·
Jun 01, 2013 at 15:06
Category: good-night
Tags: Dua Sms
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
'Paas Hotay To Koi Shararat Kartay-
'Paas Hotay To Koi Shararat Kartay-
Tujhe Lay Kar Baahon Main Mohabbat Kartay-
Dekhtay Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar-
Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Kartay-
Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondtay-
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaha Kartay-
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Teray Paas Hay-
Raat Bhar Jaag k Kis Ki Hifazat Kartay-
Meray Mazhab Main Shirk Haraam Hay-
Warna Dil_o_Jaan Se Teri Ebadat Kartay.4u

May 15, 2013 at 19:05
Category: ghazal
Tags: Shairi Poetry Dil Mohabbat Sms
Sms / Love
Kashif Yaqoob
'paas Hotay To Koi Shararat Kartay
'Paas Hotay To Koi Shararat Kartay-
Tujhe Lay Kar Baahon Main Mohabbat Kartay-
Dekhtay Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar-
Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Kartay-
Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondtay-
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaha Kartay-
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Teray Paas Hay-
Raat Bhar Jaag k Kis Ki Hifazat Kartay-
Meray Mazhab Main Shirk Haraam Hay-
Warna Dil_o_Jaan Se Teri Ebadat Kartay.4u
Tujhe Lay Kar Baahon Main Mohabbat Kartay-
Dekhtay Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar-
Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Kartay-
Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondtay-
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaha Kartay-
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Teray Paas Hay-
Raat Bhar Jaag k Kis Ki Hifazat Kartay-
Meray Mazhab Main Shirk Haraam Hay-
Warna Dil_o_Jaan Se Teri Ebadat Kartay.4u
·
2 Like ·
May 02, 2013 at 16:05
Category: love
Tags: Ibadat Shairi Pyaar Muhabbat Poetry Sms Love Dil Mohabbat
Sms / Friendship
Kashif Yaqoob
Dost Kaha Kartay Thay.,.,
Main wohi hoon jisay
tum dost kaha kartay
thay
ZAKHMI
Din mein so baar mera
naam liya kartay thay,
Aaj kya hay kiyoun mujh
say khaffa bhaithay ho,
Kya kissi aur ko Doost
bana bhaithay ho,
Faslay itnay to pehlay
na houa kartay thay,
Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,
Tum ager bhool gaye
ho to koi baat nahi,
Zakhim to pehlay bhi
ess dil per laga kartay
thay,
Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,
Dost kaha kartay thay.
tum dost kaha kartay
thay
ZAKHMI
Din mein so baar mera
naam liya kartay thay,
Aaj kya hay kiyoun mujh
say khaffa bhaithay ho,
Kya kissi aur ko Doost
bana bhaithay ho,
Faslay itnay to pehlay
na houa kartay thay,
Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,
Tum ager bhool gaye
ho to koi baat nahi,
Zakhim to pehlay bhi
ess dil per laga kartay
thay,
Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,
Dost kaha kartay thay.
·
2 Like ·
Apr 04, 2013 at 15:04
Category: friendship
Tags: Bhool
Sms / Flirt
Shahbaz Ishaq
Log Ishq Kartay Hain
Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
·
2 Like ·
May 15, 2012 at 20:05
Category: flirt
Tags: Ishq
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Saaye Bhi Raah ki Dewaar Howa Kartay Hain
Wo Jo Sach Boltay Rehnay Ki Kasam Khatay Hain
Wo Adalat Mein Gunahgar Howa Kartay Hain
Sirf Haathon Ko Na Dekho Kabi Aakhen Bhi Parho
Kuch Sawaali Baray Khuddaar Howa Kartay Hain
Wo Jo Pathar Yunhi Rastay Mein Parray Rehtay Hain
Un Ke Seenay Mein Bhi Shahkar Howa Kartay Hain
Subaah Ki Pehli Kiran Jin Ko Rula Deti Hai
Wo Sitaaron Ke Azadaar Howa Kartay Hain
Jin Ki Aankhon Mein Sadaa Pyaar Ke Sehra Chamkain
Dar Haqiqat Wohi Fankaar Howa Kartay Hain
Sharam Aati Hai Dushman Kisay Samjhain Mohsin
Dushmani Ke Bhi Kuch Mayaar Howa Kartay Hain...!
Mohsin Naqvi

May 07, 2012 at 13:05
Category: ghazal
Tags: Haqiqat
Sms / Flirt
Shahbaz Ishaq
Log Ishq Kartay
Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
·
1 Like ·
Jun 14, 2011 at 14:06
Category: flirt
Tags: Ishq
Sms / Funny
Ahsan Imran
Parhay Likhay Hotay Ager Kartay Kaam Hakeemon Ka…
Parhay likhay hotay ager kartay kaam hakeemon ka
Bahana nabz ka hota pakrtay haath haseenoo ka
Bahana nabz ka hota pakrtay haath haseenoo ka
·
2 Like ·
Apr 19, 2007 at 06:04
Category: funny
Tags: Hakeem
Sms / Uncategorized
Unknown
Water Ki Baat Kartay Hoo Dil Jalanay Ki Baat Kartay Hoo
water ki baat kartay hoo dil jalanay ki baat kartay hoo afseen nay do din say mon nahi dohya tum nahanay ki baat kartay hoo
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Tags: Water Dil
Sms / Uncategorized
Unknown
Sms Kartay Rehna
Kabhi Khushi Kabhi Gham(Meray SMS na Hongay KAM)
Kabhi Alvida Na kehna (SMS kartay rehna)
Dhoom(..Mera SMS parh k jhoom)
Haira Pheri (Ab SMS KI bari Teri).
Kabhi Alvida Na kehna (SMS kartay rehna)
Dhoom(..Mera SMS parh k jhoom)
Haira Pheri (Ab SMS KI bari Teri).
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sponored Video