Search
Sms / Dard

Ijunoon
Khushnaseeb Hain Hum Jisse Aap Jaisa Yaar Mila

Khushnaseeb hain hum jisse aap jaisa yaar mila
pathron ke jahan mein sacha pyar mila
jeeye tumhe dekh dekh,maray teri baahon mein yeh aarzu hai meri
do pal ka tha sab ae dost....sadiyon se lamba hamein intezaar mila
pathron ke jahan mein sacha pyar mila
jeeye tumhe dekh dekh,maray teri baahon mein yeh aarzu hai meri
do pal ka tha sab ae dost....sadiyon se lamba hamein intezaar mila
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Dard

Ijunoon
Bhigi Palko Ke Sang Muskurate Hain Hum

Bhigi palko ke sang muskurate hain hum
Pal pal dil ko behlate hain hum..
Tu dour hain humse tou kya hua
Har saans mein teri aahat paate hain hum...
Pal pal dil ko behlate hain hum..
Tu dour hain humse tou kya hua
Har saans mein teri aahat paate hain hum...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Advertisement
Sms / Dard

Ijunoon
Teri Dosti Hum Iss Tarah Nibhayenge,

Teri dosti hum iss tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge.
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Dard

Ijunoon
Woh Ruthte Rahe Hum Manate Rahe,

Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon mein palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe...
Unki raahon mein palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Ghazal

Ijunoon
Laakh Miltay Hain Hum Bahanay Say

Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzri hay dur badur apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bananay say
Ho jo mumkin tou yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say…!!!
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzri hay dur badur apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bananay say
Ho jo mumkin tou yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say…!!!
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Festivals

Ijunoon
Kash Hum Ek Sms Hoty <

Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum
aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay
EID MUBARAK>>>>>>>>
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum
aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay
EID MUBARAK>>>>>>>>
·
5 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: festivals
Tags: Sms
Sms / Friendship

Ijunoon
Hum Apne Par Gurur Nahi Karte,

Hum apne par gurur nahi karte,
yad karne ke liye kisi ko majbur nahi karte.
Magar jab ek bar kisi ko dost bana lein
tou usse apne dil se dour nahi karte.
yad karne ke liye kisi ko majbur nahi karte.
Magar jab ek bar kisi ko dost bana lein
tou usse apne dil se dour nahi karte.
·
1 Like ·
Nov 20, 2007 at 08:11
Category: friendship
Sms / Shairi

Ijunoon
Unhe Yeh Shikwa Hoga K Hum Unhe Yaad Karte Hi Nah….

Unhe yeh shikwa hoga k hum unhe yaad karte hi nahi,
par kambakath unhe yeh kon samjhaye k hum unhe yaad
kaisae karen jinhe bhula sakthe hi nahi!!!
par kambakath unhe yeh kon samjhaye k hum unhe yaad
kaisae karen jinhe bhula sakthe hi nahi!!!
·
1 Like ·
Nov 20, 2007 at 08:11
Category: shairi
Tags: Yaad
Sms / Shairi

Ijunoon
Hum Na Hote Tou Aapko Gazal Kaun Kehta.

Hum na hote tou aapko gazal kaun kehta,
Apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye tou karishma hai hum pyar karne walon ka
Warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
Apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye tou karishma hai hum pyar karne walon ka
Warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 19:11
Category: shairi






Sponored Video