iJunoon Archives 2017
Social Wall / Videos
Funny Videos
Celebrities Read Tweets About Themselves
·
1 Like ·
Apr 10, 2017 at 19:04
Category: videos
Articles / Health
Ijunoon
Maa Ka Doodh Nozaida Ke Sharah Amwat Me Kammi Ka Baies
ماہرین نے 6 سے 23 ماہ کی عمر کے دوران بچوں کو ماں کا دودھ پلانے کی ضرورت پر زور دیتے ہوئے کہا کہ اس عمل سے نوزائیدہ بچوں کی شرح اموات اور غذائی قلت پر قابو پایا جاسکتا ہے۔ یہ بات نوزائیدہ بچوں کی شرح...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Apr 10, 2017 at 15:04
Category: health
Poetry / Love

Muzammil Shahzad
Tairay Khushboo Mein Basay Khat Main Jalata Kaise

Tairay khushboo mein basay khat main jalata kaise
Pyar mein doobay hue khat main jalata kaise
Tairay hathon k likhay khat main jalata kaise
Jin ko dunia ki nigahon se chupaye rakha
Jin ko ek umar kalaijay se lagay rakha
Deen jin ko jinhein Imaan banay rakha

Jin ka har lafz mujhy yaad paani ki tarha
Yaad they mujh ko jo paigham-e-Zubaani ki tarha
Mujh ko pyaray they jo anmol nishani ki tarha

Tu ne dunia ki nigahon se jo bach kar likhay
Saal ha saal mere naam barabar likhay
Kabhi din mein to kabhi raat ko uth kar likhay

Tairay Khat aaj main ganga mein baha aaya hun
Aag behtay hue paani mein laga aaya hun

Category: love
Social Wall / Photos
Alishba Khan
Ibn Abi Al Dunya Mentioned That
·
0 Like ·
Apr 10, 2017 at 08:04
Category: photos
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Pathar K Khuda, Pathar K Sanam

pathar k khuda, pathar k sanam,pathar k hi insaan paaye hain
tum shehr-e-mohabt kehte ho,hum jaan bacha kar aaye hain
butt khaana samajhte ho jisko poocho na wahan kya haalat hai
hum log wahein se laute hain,bus shukar karo laut aaye hain
hum soch rahe hain muddat se ab umar guzarein bhi to kahaan
sehra mein khushi k phool nahein,shehron mein ghamon k saaye hain
hoton pe tabassum halka sa,aankhon mein nami si
hum ehal-e-mohabt par aksar aise bhi zamane aaye hain

Apr 09, 2017 at 08:04
Category: sad
Social Wall / Videos
Hindi Music Videos
Issey Kehte Hain Hip Hop - ''Yo Yo Honey Singh''
·
0 Like ·
Apr 09, 2017 at 08:04
Category: videos
Articles / Featured
Ijunoon
Khala Ka Gps Sitaroo Ke Madad Se
ایک دن آئے گا جب خلائی جہاز ’پلسار‘ کہلانے والے خاص قسم کے تاریک ستاروں سے خارج ہونے والی ایکسرے شعاؤں کی مدد سے خلا میں کہیں بھی اپنی پوزیشن کا بالکل درست تعین کر سکیں گے۔
یہ کثیف اور بجھے ستارے ا...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 08, 2017 at 11:04
Category: featured
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Sauchta Hoon Aagahi K Es Safar Ne Kya Dya

sauchta hoon aagahi k es safar ne kya dya
khoon jalanay k siwa meray hunar ne kya dya
meri shakhon se lipat kar aasmaan tak chhoo liya
aur ab bailain ye kehti hain shajar ne kya dya
jiss ne apni har khushi ghar ki khushi par waar di
aik wehshat k ilawa uss ko ghar ne kya dia
kab wo shamil ho saka meray kisi ahsaas mai
sath chalnay k siwa ik ham safar ne kya dia
umr k andhay safar mai kaun rakhta hai hisaab
manzilon say kia mila hai, rehguzar ne kya dya
aarzooain kiss qadar karti hain dil par aitebaar
aarzuon ko dil e naa moatabar ne kya dya
SHAAD dil mai har taraf ab khwahishon ka shor hai
mainay apni ik tamanna ko ubharnay kya dya

Sponored Video