Search
Poetry / Sad
Sadaf Faiz
Janun Ko Zabt Sikha Loon To Phir Chaley Jana.
Janun ko zabt sikha loon to phir chaley jana
mein apna aap sanbhaa loon to phir chaley jana
usi tarah hai abhi tishnagi in aankhon mein
mein in ki piyas bujha loon to phir chaley jana
dil ko ye waham k tum laut ker na aao ge
ye waham dil se nikaaloon to phir chaley jana
bayaz-e-dil peh jo utri hai surat-e-ilham
wo ghazal tum ko suna loon to phir chaley jana
nisaar hotey hain shama peh kesey perwaney
yeh jashan tum ko dikha loon to phir chaley jana.

·
0 Like ·
Apr 29, 2018 at 19:04
Category: sad
Poetry / Love

Mujhay Pyaar Krna Sikha Gya Mera Dost Kitna Zaheen Tha

Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
kabhi murr k ye bhi to daikhta k wajood mera zameen tha
Wohi aik sach tha k es k baad sari tohmatain jhoot hain
Meray dil ko poora yakeen hy wo Mohabatoon ka ameen tha
Usy shoq tha k kisi jazeeray pr us k naam ka phool ho
Mujhay pyaar krna sikha gya mera dost kitna zaheen tha
Kabhi sahiloon pr phiro gy tu tumhain seepiyan ye bataain gi
Meri aankh mein jo simat gya wo ashk sb sy haseen tha

1 Like ·
Jun 24, 2017 at 02:06
Category: love
Advertisement
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Rasm E Ulfat Sikha Gaya Koi

Rasm-e-Ulfat sikha gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Ta qayamat kisi tarah na bujhe
Aag aesi laga gaya koi
Dil ki duniya ujaarh si kion hai
Kya yahan se chala gaya koi
Waqt-e-Rukhsat galay laga kar "Daag"
Hanste hanste rula gaya koi........
,
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Ta qayamat kisi tarah na bujhe
Aag aesi laga gaya koi
Dil ki duniya ujaarh si kion hai
Kya yahan se chala gaya koi
Waqt-e-Rukhsat galay laga kar "Daag"
Hanste hanste rula gaya koi........
,
·
1 Like ·
May 14, 2016 at 02:05
Category: sad
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Rasm E Ulfat Sikha Gaya Koi

Rasm-e-Ulfat sikha gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Ta qayamat kisi tarah na bujhe
Aag aesi laga gaya koi
Dil ki duniya ujaarh si kion hai
Kya yahan se chala gaya koi
Waqt-e-Rukhsat galay laga kar "Daag"
Hanste hanste rula gaya koi........
,
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Ta qayamat kisi tarah na bujhe
Aag aesi laga gaya koi
Dil ki duniya ujaarh si kion hai
Kya yahan se chala gaya koi
Waqt-e-Rukhsat galay laga kar "Daag"
Hanste hanste rula gaya koi........
,
·
1 Like ·
May 13, 2016 at 20:05
Category: sad
Sms / Jokes
Kashif Yaqoob
Husband Wife Ko English Sikha Raha
Husband wife ko English sikha raha
tha.
Wife dopehar me husband se:
dinner lo Ji.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai.
Wife: Jahil tu, Tera baap, Tera Sara
khandan,
ye raat ka bacha hua khana
hai. :P :D =D
tha.
Wife dopehar me husband se:
dinner lo Ji.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai.
Wife: Jahil tu, Tera baap, Tera Sara
khandan,
ye raat ka bacha hua khana
hai. :P :D =D
·
1 Like ·
Apr 05, 2013 at 17:04
Category: jokes
Tags: Wife Husband
News / Entertainment
Ijunoon
Mutallay Se Bohat Kuch Sikha Fatima Suriya Bajia
پاکستان ٹیلی وژن کی پہچان معروف ڈرامہ رائٹر فاطمہ ثریا بجیا نے کہا ہے کہ میں اب تک اتنے ڈرامے لکھ چکی ہوں کہ مجھے خود بھی ان کی تعداد یاد نہیں ۔اپنے ایک انٹرویو میں انہوں نے کہا کہ میرے لکھے ہوئے ڈرام...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 15, 2011 at 08:08
Category: entertainment
Sms / Dard

Ijunoon
Rasm E Ulfat Sikha Gaya Koi

Rasm e ulfat sikha gaya koi
Dil ki duniya pe chaa gaya koi
Taa qayamat kisi tarah nah bujhe
Aag aisi laga gaya koi...
Dil ki duniya pe chaa gaya koi
Taa qayamat kisi tarah nah bujhe
Aag aisi laga gaya koi...
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 04:11
Category: dard
Sms / Dard

Ijunoon
Ishq Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai

Ishq Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai
Wafa Ke Naam Par Marna Sikha Deta Hai
Ishq Nahi Kiya Tou Kar Ke Dekho
Zaalim Har Dard Sehna Sikha Deta Hai….
Wafa Ke Naam Par Marna Sikha Deta Hai
Ishq Nahi Kiya Tou Kar Ke Dekho
Zaalim Har Dard Sehna Sikha Deta Hai….
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Shairi

Ahsan Imran
Waqt Sab Ko Jeena Sikha Deta Hai

zindagi mauhtaj nahe manzilon ki
waqt har manzil dikha deta hai
kon marta hai kisi ke liya
waqt sab ko jeena sikha deta hai
waqt har manzil dikha deta hai
kon marta hai kisi ke liya
waqt sab ko jeena sikha deta hai
·
1 Like ·
Apr 19, 2007 at 03:04
Category: shairi
Sms / Uncategorized
Unknown
..sikha Diya
Bhari mehfil meiN tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kucch zindagi meiN chup-chaap sehna sikha diya
0321-7318981
0300-7332316
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kucch zindagi meiN chup-chaap sehna sikha diya
0321-7318981
0300-7332316
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Jeena Sikha Diya
Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne.
Hamein zindagi to di kisi aur ne,
par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne
0321-7318981
0322-8870987
aankhon ko ik chand dikha diya aapne.
Hamein zindagi to di kisi aur ne,
par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne
0321-7318981
0322-8870987
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized

Sponored Video