Poetry / Sad

SaAz o awaaz khaad o khaal men aa jatey hain,
Saans leta hoon to sur tal men aa jatey hain
Jang aur ishq men Haaray huay logon ki tarha,
Hum ghanimat k kisi maal men aa jatay hain
Zindagi khawab or khawab kee Qeemat lenay,
Jin ko aana ho kisi haal men aa jatey hain
Tu bhi saada hai kabhi chaal bdalta he nahi,
Hum bhi daanista teri chaal men aa jatey hain
Sham dhalte he kisi gosha-e-veerani men,
Hum parindon ki tarha jaal men aa jatey hain...!

Advertisement
·
1 Like ·
Jul 28, 2017 at 15:07
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 158 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 159 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 166 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 168 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 169 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 171 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 181 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 184 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 187 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 187 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS