Poetry / Sad
Ijunoon

jab kisi fard kay armaan kuchlay jatay hain
pursa dainay ko farishtay bhi uttar atay hain
tabhaa hotee hoee daikheen hain bastiyaan humnay
kamal yeh hai kay hum phir bhi muskuratay hain
roshni rehti hai mehlaat mai baandi ban kar
andheray doost hain voh saath tu nibhatay hain
jabajaa dekhay umeedon kay bay-kafan lashay
hum unkay paas sai chup chaap ghuzar jatay hain
kitna dartay hain tanhaee kai azaab sai log
bai-khatar yaadon kay jangal mai chalay jatay hain
mairee aankhon mai namee dekh kai bechain ho tum
mai kya karon mujhay kuch log yaad atay hain

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 05, 2016 at 15:04
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on 212 Days Ago
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on 213 Days Ago
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on 213 Days Ago

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on 213 Days Ago
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on 213 Days Ago
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on 213 Days Ago
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on 213 Days Ago
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on 213 Days Ago
Sponored Video