Poetry / General
Muzammil Shahzad
naqsh faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka
kaaghzi hai pairahan har paikar e tasveer ka
kaav kaav e sakht jaani haaye tanhaayi na pooch
subha karna shaam ka, laana hai joo e sheer ka
jazba e be-ikhtiyaar e shouq dekha chahiye
seena e shamsheer se baahar hai dam shamsheer ka
aagahi, daam e shuneedan jis qadar chahay bichhaye
muddua anqa hai apnay aalam e taqreer ka
bas ke hoon ghalib! aseeri mein bhi aatish zer e pa
moo e aatish deeda hai halqa meri zanjeer ka

Advertisement
·
1 Like ·
Jan 12, 2018 at 07:01
Category: general
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 206 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 208 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 215 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 217 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 218 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 220 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 230 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 233 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 236 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 236 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS