Poetry / Sad
Sakeena Hussain

Boht soch kar mene ye qadam uthaya tha
Badey armano se usey dil me sjaya tha
Najane kis galati ki saza mili hai muje
Mene kab kisi ke dil ko dukhaya tha
Chahat ke sab sapne adhure reh gaye
Aankh khuli to apne apko tanha paya tha
Ab kis ke intezar me raste ko dekhta hun me
Siwae gham ke kon hai jo is raste par aya tha
Sukh ki talash me dur-badar ho gai hai zindagi
Jahan bhi gaya dukh ko hamesha peeche paya tha
Jisne bhi dekha wo hans kar kion guzra
Mene kisi ko dukh apna kab sunaya tha
Badey armano se usey dil me sjaya tha
Najane kis galati ki saza mili hai muje
Mene kab kisi ke dil ko dukhaya tha
Chahat ke sab sapne adhure reh gaye
Aankh khuli to apne apko tanha paya tha
Ab kis ke intezar me raste ko dekhta hun me
Siwae gham ke kon hai jo is raste par aya tha
Sukh ki talash me dur-badar ho gai hai zindagi
Jahan bhi gaya dukh ko hamesha peeche paya tha
Jisne bhi dekha wo hans kar kion guzra
Mene kisi ko dukh apna kab sunaya tha
Advertisement
·
2 Like ·
Jun 21, 2020 at 11:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 168 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 170 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 176 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 179 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 179 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 181 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 191 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 194 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 197 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 197 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS