Poetry / Love
Jiya Daniyal

Khoobsorat hoti hey udaasi bhi
khushi mein chuppi hoti hey ghami bhi
labon per hoti hey hansi kabhi
tu kabhi ankhon mein nami bhi
tanha rehna bhi accha lagta hey
magar mehsoos hoti hey kissi ki kami bhi
shokh o chanchal tu hey hi woh zaalim
bankpan mein uske hey saadgi bhi
saaz bhi ho jatey hein khamosh kabhi
kabhi gungunati hey khamshi bhi
uske hussan ka charcha hey char soo
shaamil hey uske madahon mein Zafri bhi.
khushi mein chuppi hoti hey ghami bhi
labon per hoti hey hansi kabhi
tu kabhi ankhon mein nami bhi
tanha rehna bhi accha lagta hey
magar mehsoos hoti hey kissi ki kami bhi
shokh o chanchal tu hey hi woh zaalim
bankpan mein uske hey saadgi bhi
saaz bhi ho jatey hein khamosh kabhi
kabhi gungunati hey khamshi bhi
uske hussan ka charcha hey char soo
shaamil hey uske madahon mein Zafri bhi.
Advertisement
·
3 Like ·
Sep 24, 2019 at 08:09
Category: love
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 203 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 205 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 211 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 214 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 214 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 216 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 226 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 229 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 232 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 232 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS