Poetry / Love
Ghazal Noor

Aankhain khuli rahain gi toh manzar bhi ayeenge
Zinda hai dil toh aur sitamgarr bhi ayeenge
Pehchaan lo tamaam faqeeron kay khadd-o-khaal
Kuch log shab ko bhais badal kar bhi ayeenge
Gehri khamosh jheel kay paani ko yun na chairh
Cheenthay uday toh teri qaba par bhi ayeenge
Khud ko chhupa na sheesha garoon ki dukhaan mai
Sheeshay chamak rahey hain toh pathar bhi ayeenge
Ay shehr yaar dasht say fursat nahi magar
Niklay safar pay hum toh teray ghar bhi ayeenge
Mohsin abhi saba ki sakhawat pay khush na ho
Jhonkay yehi basoorat-e-sar sar bhi ayeenge

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 25, 2016 at 14:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 209 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 210 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 217 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 219 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 220 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 222 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 232 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 235 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 238 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 238 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS