Wallpapers / Miscellaneous

Aleezay Abbasi

Under The Water

Others wallpapers

· 3 Like · Jul 22, 2015 at 18:07
Uploaded in Aleezay Abbasi 's Photos Tags: Hd wallpaper Wallpaper
 
Social Wall / Photos

Bushra Shah

Cuteness Overloaded

· 0 Like · Jul 22, 2015 at 18:07
Category: photos
 
Poetry / Humorous

Muzammil Shahzad

Bechara Husband

Us Din Ko Yaad Kartaa Hoon To Aankhain Bheeg Jaati Hain

Na Karo Mujh Pay Itnaa Zulm Kay Aajaiy Ambulance
Dandaa Jab Uthaati Ho To Aankhain Bheeg Jaati Hain


Kuch To Khudaa Ka Khouf Karo Reham Mujh Pay Tum Karo
Ghussa Jab Dikhati Ho To Aankhain Bheeg Jaati Hain


Sirf Thappar Say Hee Kar Lo Guzara Aaj Tum Baigam
Kay Chappal Jab Uthati Ho To Aankhain Bheeg Jaati Hain


Jab Bhee Daikhta Hoon Main Tumhaaray Haath Main Dandaa
Wohee Din Yaad Aata Hay To Aankhain Bheeg Jaati Hain


KiYa Tha Kia Qusoor Kion Mara Mujh Ko Baigam Nay
Yeh Jab Bhee Soochta Hoon Main To Aankhain Bheeg Jati Hain


Main Is Qadar Hogaya Hoon Hassas Us Din Say
Kisi Ko Pittay Daikhtaa Hoon To Aankhain Bheeg Jaati Hain

· 1 Like · Jul 22, 2015 at 17:07
Category: humorous
 
Social Wall / Photos

Shabana Gul

Betiyan Sab Ke Muqaddar Main Kahan Hoti Hain

Betiyan sab ke muqaddar main kahan hoti hain

Ghar khuda ko jo pasand aaye wahan hoti hain

· 0 Like · Jul 22, 2015 at 11:07
Category: photos
 
Poetry / 24

Muzammil Shahzad

Laut Aai Tere Lams Se Mahaki Hui Shaamen

Laut Aai Tere Lams Se Mahaki Hui Shaamen
Phir Aag Lagaa Di Teri Saanson Ne Hava mein

Raqsaan Hain Isi Lay Pe Sitaaron Ki Shabnam
Kya Sehar Hai Is Dil Ke Dharakne Ki Sadaa Mein

Ik Noor Ka Sailaab Hai Band Aankhon Ke Andar
Lipate Hue Chehare Hain Andhere Ki Ridaa Mein

Kis Aag Ne Rakkha Hai Qadam Dil Ki Zameen Pe
Sooraj Se Damakate Hain Nishaan-E-Kaf-E-Paa Mein

Is Khauf Se Ik Umr Hamen Neend Na Aayi
Ik Chor Chhupa Baitha Hai Seene Ki Gufaa Mein

Jaag Uthaa Hai Dil Mein Koi Soya Hua Vehshi
Ham Ghar Mein Hain 'Shehzad' K Jangal Ki Fazaa Men

· 1 Like · Jul 22, 2015 at 11:07
Category: 24
 
Social Wall / Text

Aras Rahes

Tajarba, Retirement, Zindagi Aur Aakhri Waqt

· 2 Like · Jul 21, 2015 at 18:07
Category: text
 
Poetry / 24

Muzammil Shahzad

Jo Shajar Sookh Gaya

Jo Shajar Sookh Gaya Hai Vo Hara Kaise Ho
Main Payamabar To Nahin Mera Kaha Kaise Ho

Dil Ke Har Zarre Pe Hai Naqsh Muhabbat Usaki
Noor Aankhon Ka Hai Aankhon Se Juda Kaise Ho

Jis Ko Jaana Hi Nahin Usko Khuda Kyun Maane
Aur Jise Jaan Chuke Hain, Vo Khuda Kaise Ho

Umr Saari To Andhere Mein Nahin Kat Sakati
Ham Agar Dil Na Jalaayen To Zia Kaise Ho

Jis Se Do Roz Bhi Khul Kar Na Mulaqaat Hui
Muddaton Baad Mile Bhi To Gilaa Kaise Ho

Kin Nigaahon Se Usey Dekh Raha Hun "Shehzad"
Mujh Ko Maaluum Nahin, Us Ko Pata Kaise Ho

· 1 Like · Jul 21, 2015 at 18:07
Category: 24
 
Articles / Featured

Ijunoon

Aala Taleem Say Blood Pressure Kay Khatraat Me Kami

ایک نئی تحقیق کے مطابق اعلیٰ تعلیم کا حصول بلڈ پریشر کے خطرات کو کم کردیتا ہے ایک امریکی جریدے میں شائع ہونے والی تحقیق کے مطابق زیادہ تعلیم انسانی صحت کیلئے مفید ہے کیونکہ اس سے بلڈ پریشر کے خطرات کم...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Jul 21, 2015 at 18:07
Category: featured
 
Know / When

Bollywood Movies Release Dates

Bollywood Movie Kaun Kitney Paani Mein Release Date

Kaun Kitney Paani Mein is releasing on 28 Aug 2015
#bollywood #movies #ReleaseDate

· 0 Like · Jul 21, 2015 at 15:07
Category: when
 
Aey Zameen-o-Aasman Banane Wale
Posted by sanam baloch
Posted on : Dec 10, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS