Please Login to Send Message.
Sms / Shairi
Yasir Khan
*janay Wo Tu Kidhr Gya*
kat hi gai judai bhi kab yoon hua kah mar gaey
tere bhi din guzr gaey mere b din guzr gaey
tu bhi kuch or or sa hai hum b kuch or or say hain
janay wo tu kidhr gya janay wo hum kidhr gaey
rahon main hum milay thay rahain muqadr ban gai
tu bhi nah apnay ghr gya hum bhi na apnay ghr gaey
tu bhi ghubaar-e-khaak tha ham bhi ghubaar-e-khaak thay
tu bhi kaheen bikhar gya hum bhi kaheen bikhar gaey
jo koi kinaray aab baitha hua tha sarnigoo
kashti janay kidhr gai janay bhanwar kidhr gaey

·
1 Like ·
Mar 03, 2009 at 11:03
Category: shairi
Sms / Shairi
Yasir Khan
***tumse Kya Kahoon Jana***
Zindagi k railay main
khushion k melay main
tumse kya kahoon jana
isqadr jhamailay main
waqt ki rawani hai
bakht ki nigrani hai
tum ko jo sunani hai
baat go zara si hai
rastey main kehtey ho
baat takhliey ki hai
takhliey ki baton main guftgu izafi hai
pyar karnay walon ko ik nigah kafi hai
ho sakay to sun jana aik din akelay main
tum se kya kahoon jana isqadr jhamelay main

Mar 03, 2009 at 10:03
Category: shairi
Advertisement
Sms / Mothers Day
Yasir Khan
***maa***
Mere chaaron taraf hai dasht bay pyan kahan ho tum
mere maathay peh bosa dene wali MAA kahan ho tum
mujhe jhulsa rhi hai dhoop muddat se zamane ki
meri umeed meri zeest meri jaan kahan ho tum
mere maathay peh bosa dene wali MAA kahan ho tum
mujhe jhulsa rhi hai dhoop muddat se zamane ki
meri umeed meri zeest meri jaan kahan ho tum
·
1 Like ·
Mar 03, 2009 at 07:03
Category: mothers-day
Sms / Friendship
Yasir Khan
Dosti
Mujhe us admi ko minnatain kar k manana tha
mujhe b dair hoti thi usay b door jana tha
nibhate kis trha ik doosre say dosti apni
zamin peh mera ghr tha chaand peh uska thikana tha
mujhe b dair hoti thi usay b door jana tha
nibhate kis trha ik doosre say dosti apni
zamin peh mera ghr tha chaand peh uska thikana tha
·
1 Like ·
Feb 27, 2009 at 07:02
Category: friendship
Sms / Islamic
Yasir Khan
Allah
Pyar bhra har aik ishara
pyara us ka har ik nazara
pyar ka us k nhi shumaar
ALLAH hai bs pyar hi pyar
pyara us ka har ik nazara
pyar ka us k nhi shumaar
ALLAH hai bs pyar hi pyar
·
1 Like ·
Feb 27, 2009 at 07:02
Category: islamic
Yasir Khan
Gender :Country : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 15
Member Since : Jun 02, 2003
More Details
Educaiton : PostgraduateReligion : Islam
Caste :
Language : Urdu
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video