Archives

Sms / Dard

Kashif Yaqoob

Kuch Tum Se Mohabat Aisi Thi

Kuch tum se mohabat aisi thi.
Hum batein karna bhool gaye!
Kuch or hi hum ne keh dala.
Jo kehna tha wo bhool gaye!
Hum ne to kaha tha lout aana.
Par tum to aana bhool gaye!
Huwi Rat, falak par tary thy.
Hum diya jalana bhool gaye!
Mein sahil par betha hi raha.
Tum kashti lana bhool gaye!
Ab kaisa gila main tum se karon.
Jab naseeb hi mujh ko bhool gaye!
Hum tum se khafa bethy hi rhe.
Tum hum ko mana'na bhool gaye. :

· 5 Like · Apr 16, 2013 at 16:04
Category: dard Tags: Bhool
 
Sms / Break Up

Kashif Yaqoob

Bhool Sakte Ho Tou Bhool Jao

Bhool Sakte Ho ToU Bhool Jao Ijazat Hai Tumhein..
Or..
Na Bhool Pao ToU Loat Aana Ek Gustakhi Ke Bhi Ijazat Hai Tumhay.

· 4 Like · Apr 08, 2013 at 16:04
Category: break-up Tags: Gustakhi Ijazat Bhool
 
Advertisement
Islam / Duaen

Ijunoon

Jab Koi Bat Bhool Jaye

· 2 Like · Jan 04, 2010 at 06:01
Category: duaen Tags: Bhool
 
Sms / Forget

Mohammad Asif

Din Mein Suraj Gayab Ho Sakta Hai Roshni Nahi

Din mein suraj gayab ho sakta hai roshni nahi,

India toss jeet sakta hai match nahi,

Dil toot sakta hai pyar nhi,

HUM sms karna bhool sakte hai lekin apko nhi.

· 2 Like · Mar 21, 2008 at 14:03
Category: forget Tags: Bhool
 
Sms / Ghazal

Ijunoon

Jo Bhi Iss Dil Peh Guzarti Hai Wo Sab Janta Hai

Jo bhi iss dil peh guzarti hai wo sab janta hai,
Koi jaane ke na jane mera rab janta hai !

Jaaney kab usko faqiron peh taras aajye,
Kuchh milega ye mera dast e talab janta hai !

Hazaar bar usse tod ke aajaun mai reet,
Magar wo hamko bulane ka hunar janta hai !

Mai usko bhool ke zinda rahunga kaise ae saqi
WO meri sanso ki talab ki wajah janta hai !

Mera hasna use achha nahi lagta shayad,
Warna wo meri udasi ka sabab janta hai !!

· 2 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal Tags: Bhool Dil
 
Sms / Dard

Muzammil Shahzad

Wo Bewafa Kya Jane

Ae dil tu usay kyon yaad karta hai !

Jo tujhko kab ka bhool chuki hai !

Wo bewafa kya jane kay !

Dil tootne ki tadap kya hoti hai !!

· 2 Like · Sep 25, 2012 at 18:09
Category: dard Tags: Bhool
 
Sms / Dard

Kashif Yaqoob

Apne Dil Ka Dard Batayain Kiss Ko

Apne dil ka dard batayain kiss ko,
Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko,
Ruth jaate to manana dushwaar naa tha,
Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.

· 2 Like · Apr 01, 2013 at 16:04
Category: dard Tags: Bhool Dard Dil
 
Sms / Friendship

Kashif Yaqoob

Dost Kaha Kartay Thay.,.,

Main wohi hoon jisay
tum dost kaha kartay
thay
ZAKHMI
Din mein so baar mera
naam liya kartay thay,

Aaj kya hay kiyoun mujh
say khaffa bhaithay ho,
Kya kissi aur ko Doost
bana bhaithay ho,

Faslay itnay to pehlay
na houa kartay thay,
Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,

Tum ager bhool gaye
ho to koi baat nahi,
Zakhim to pehlay bhi
ess dil per laga kartay
thay,

Main wohi hoon jisay
tum doost kaha kartay
thay,
Dost kaha kartay thay.

· 2 Like · Apr 04, 2013 at 15:04
Category: friendship Tags: Bhool
 
Sms / Dard

Kashif Yaqoob

Ye Dard Tum Ne Diya Hai

Yahi "WAFA" ka "SILA" hai to koi baat nahi.
Ye dard "TUM" ne "DIYA" hai to koi baat nahi.
Itna "BOHAT" hai k tum "DEKHTE" ho sahil se.
"HUM" doob rahy hain to koi baat nahi.
Kis ki "MAJAAL" jo mujhko kahe "BEWAFA".
Agr ye "TUM" ne "KAHA" hai to koi baat nahi.
Ye mere bus mein kahan k "TUJH" ko "BHOOL" sakoon.
TUM, "MUJHKO" bhool chuke ho to koi baat nahi.

· 2 Like · Apr 08, 2013 at 16:04
Category: dard Tags: Bhool Dard
 
Sms / Ghazal

Shahbaz Ishaq

Dard Phir Jaaga

Dard phir jaaga,purana zakhm phir taaza hua
fasl-e-gul kitnay qareeb aaii hai,andaza hua

Subha yuun nikli,sanwar kay jis terha koi dulhan
shabnam awaiza hui,rang-e-shafaq ghaza hua

Haath meray bhool bethay dastaken dainay ka fun
band mujh par jab say us kay ghar ka darwaza hua

Rail ki seeti men kesay hijr ki tamheed thi
us ko rukhsat kar kay ghar loatay to andaza hua...!
Parveen Shakir

· 2 Like · May 05, 2012 at 20:05
Category: ghazal Tags: Bhool
 
Jumma Mubarak
Posted by Ali Awan Malik
Posted on : Dec 01, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS