Sms / Uncategorized

Unknown


Wafa k sheesh mahal main saja liya main ne

Wo ek dil jise patthar bana liya main ne

Ye soch kar k na ho taak main khushi koi

Ghamon ki oat main khud ko chupa liya main ne

Kabhi na khatm kiya main ne roshni ka muhaaz

Agar chiraagh bujha, dil jala liya main ne

Kamaal ye hai k jo dushman pe chalana tha

Wo teer apne kaleje pe kha liya main ne

--Qateel-- jiski adaawat main ek pyaar bhi tha

Us ko gale se lagaa liya main ne








If U like that
SMS or Call

0321-6367645
0304-6238246

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Wafa
 

Latest Posts in sms

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS