Sms / Uncategorized

Unknown

aik dafa aik sikh aik dookaan main jata hai jis kay baray main ye mashoor hoota hai kay wahaaan say dunya ki haar cheez milltee hai.. wahaan ja ker wo aik tv deekhta hai usay wo bara pasand aata hai wo salesman say poochta hai ""ye tv kitnay ka hai?"" to salesman jawab daita hai ""hum sikhoon ki tv nahi bachtay"".. usay bohat ghussa aata hai.. wo ye sooch laita hai tay wo yahee tv lay ker hee rahay ga.. to aglay din wo bhais badal ker jata hai aur poochta hai ""ye tv kitnay ka hai?"" to phir salesman jawab daita hai ""hum sikhoon ko tv nahi bachtay"" wo bohat hairaan hoota hai kay usay doosray roop main bhee salesman nay pehchaan lia .. aglay din wo clean shave kerta hai aur baloon ki bhee cutting kerwa daita hai aur phir usee dukaan main ja ker poochta hai ""ye tv kitnay ka hai?"" too salesman phir yahee jawab daita hai ""hum sikhoon ko tv nahi bachtay""... ab to wo pakka faisla hee ker laita hai kay wo ye tv lay ker hee rahay ga.. to aglay din wo aik aurat kay roop main burka pehan ker jata hai aur poochta hai ""ye tv kitnay ka hai?"" to phir salesman usay yahee jawab daita hai ""kay hum sikhoon ko tv nahi bachtay"" wo tang aa jata hai aur poochta hai akhir tum mujhay har baree kaisay pehchan laitay hooo?? tooo salesman kehta hai jesay app 4 deoon say tv keh rahay hain wo tv nahi washing machine hai!

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

IceCream LoverZ CLick LIke..
Posted by Moiz Arshad
Posted on : Mar 05, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS