Sms / Ghazal

Ijunoon

Suna jub say k woh hamara nahi
Us ne phir kabhi khud ko sanwara nahi
Khamosh baithay bus ussay main dekhta raha
Us ne bhi tou jatay howay pukara nahi
Mangoun ga murad k tum milo mujhay
Totta baray dinoun say mager koi sitara nahi
Meri ankhain, hount, dil tumhain pukarain
Main kaisay keh doun k main tumhara nahi
Khara houn zindagi or maut ki dehleez par
Mager us ki taruf say koi ishara nahi
Meri waja say aeyin us ki ankhoun main aanso
Ho gaya jo, so hogaya yeh mujhe gawara nahi

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
 

Latest Posts in sms

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS