Please Login to Send Message.
Abdulla Bhatti
From : Pakistan
Followers : 0 Total Updates : 50
Member Since : Mar 17, 2014
Followers : 0 Total Updates : 50
Member Since : Mar 17, 2014
Jokes / Miscellaneous
Abdulla Bhatti
Goora Ko Hasana
aik admee kai pass aik gorra tha jo kai bohat uddas tha.us lahk kosish ki us ko hasane ki laikun besood.
us ne shurt rhukee kai jo meree gorre ko hasaye ga us ka inaam milley ga...duniya jahaan se log aye laikun koi b kamyaab na hua...aik pakistani aya aur us ne kaha kai main es ko hasaoun ga agar mujey torre dair kai liyee gorra dai dein....us admee ne kaha kai theek hai lay jaoo...
pakistani ne gorra liya aur diwaar ke pechay lai giya aur 5 minut kai baad jub woh nikla tu gorra zoor zoor se hans raha tha...
us admee ne kaha kai theek hai tum inaam jeet gai laikun kiya tum batta sukte ho kai tum ne gorre ko kaise hansaya....
pakistani ne kaha kai yeh to mamoole baat thy...main ne gorre ko kaha kai mera soda tum se budda hai....aur jub main ne nikaal kar dikaya tu gorra hans purra.....

·
1 Like ·
Jan 18, 2020 at 04:01
Category: miscellaneous
Quotes / English Quotes
Abdulla Bhatti
Never Cry For The Person
·
1 Like ·
Sep 27, 2019 at 13:09
Category: english-quotes
Advertisement
Social Wall / Text

Abdulla Bhatti
Aurton K Baray Mein Allah Se Daro

aurton k baray mein ALLAH se daro
jinhain ALLAH ne tumahri malkiat mein diya hai.
jab koi shakhs kisi orat ko bila waja aziyat deta hai to wo orat is shakhs ki ezzat karna chour deti hai

0 Like ·
Sep 16, 2019 at 13:09
Category: text

Sep 15, 2019 at 13:09
Category: text
Quotes / English Quotes
Abdulla Bhatti
A Relationship With God
A Relationship with god is one of the most important relationships you can have.
·
1 Like ·
Aug 23, 2019 at 17:08
Category: english-quotes
Quotes / Urdu Quotes 
Abdulla Bhatti
Allah Ke Sath Tijarat Kaisay Ki Jaye

jab kabhi tum ko apne rizaq mein kami nazar anay lagey to kuch maal Allah ki raah mein de kar Allah ke sath tijarat kiya karo
Ameer Al-momineen Syedna Gazrat Umar Farooq Razi Allah Anha

8 Like ·
Aug 20, 2019 at 20:08
Category: urdu-quotes
Poetry / 0

Abdulla Bhatti
Naeend Bhari Hai Aankhon Mei Aur Intezar Karti Hon

Naeend bhari hai aankhon mei aur intezar karti hon
Dekh meri nazaron mei tujhe kitna pyar karti hon
Tum na raho paas mere to koi shikayat nahi
Mai dost hijjer ki sahi ,wassil pe itebar karti hon
Mai ro paron teri yaad mei jab choddaween ki raat ho
Mai ek bar ji thi jab, ab bar bar marti hon
Hassas kitni hon mai kisi ko kuch khaber nahi,
Mai zindagi k khel mei ek adhora kirdar hon
Tum door se bolao ge mai bohat paas aa jaon gi,
Tum had pe kharey rehna, mai had paar kar jaon gi,
Zindagi tere aane se, wo to na lout k aaye ga
Mai pher b tere aane ka intezar karti hon

Jun 15, 2019 at 07:06
Category: 0
Jokes / Miscellaneous
Abdulla Bhatti
Halwa
ek badsha tha us kay ghar main ek bayta pada hota hai wo alaan karta hai kay jetnay molvi hain un ko bulaya jayey main un ke arzu puri karoon ga
(4)chaar molvi aa jatay hain wo sab kay sab halway ke arzu kartay hain badsha un kay samnay ek daig rakh dayta hai wo sab kay sab tut partay hain us par ek itna khahta hai kay wo mar jata hai dosara bhe itna khahta hai kay wo bhe mar jata hai tesra bhe itna khahta hai kay wo bhe mar jata hai ab 4 wala ronay lagta hai badsha us say puchta hai kay tum is liye ro rahay ho na kay tum bhe mar jaoo gay
wo khahta hai kay nahi main is liye ro raha hoon kay mayray marnay kay baad yey halwa kon khahye ga.......
ha ha ah ha ha ha ha :(

Jan 10, 2019 at 08:01
Category: miscellaneous
Abdulla Bhatti
Gender : MaleCountry : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 50
Member Since : Mar 17, 2014
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS