Poetry / Songs Lyrics

Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Pyar Ki Jo Teri Meri Umar Aayi Thi Woh Kat Gayi
Duniya Ki To fikr Kahan Thi Teri Bhi Ab Chinta Ghat Gayi
Chori… Cho Chorri

Tu Bhi Tu Hai, Main Bhi Main Hu Duniya Sari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jane Main Na Janu Kaise Sari Baat Palat Gayi
Ghatne Hi Thi Yeh Bhi Ghatna Ghatetey Ghatetey Lo Yeh Ghat Gayi
Haan… Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Ki Aadat Jo Hat Gayi

Chorii… Chorii Chh Chorrii

Taarif Teri Karnaaa Tujhe Khone Se Darnaa
Haan Bhool Gaya Ab Tujhpe Din Mein Chaar Daffa Marna
Pyaar khumari Utri Sari Bathon Ki Badli Bhi Chat Gayi
Hum Se Mein Pe Aaye Aise Mujhko Toh Mein Hi Mein Kat Gayi
Ek Huye Thhe Do Se Dono Dono Ki Ab Raahein kat Gayi
Chh Chorrii Chorrri

Ab Koi Fikar Nahin Ghum Ka Bhi Zikar Nahin
Haan Hota Hun Main Jis Raste Pe Aaye Khushi Wahin
Aazad Hun Mein Tujh Se Aazad Hai Tu Mujhse
Haan Jo Jee Chahe Jaise Chahe Karle Aaj Yahin
Laj Sharam Ki Choti Motti Jo Thi Dori Woh Bhi Kat Gayi
Chuak Chawbare Gali Mohale Khol Ke Mein Sare Ghonghat Gayi
Tu Na Badli Mein Na Badala Dili Saari Dehk Badal Gayi
Ek Minut Mein Duniya Sari Ki Mein Sari Samajh Nikal Gayi

Haan Rang Biranga Pani Pi Ke Seedhi Saadi Kuri Bigad Gayi
Dekh k Mujhko hasta Gaata Sar Gayi Yeh Duniya Sar Gayi
Chorii… Chorii Chh Chorrii
Chorii… Chorii Chh Chorrii

Advertisement
· 1 Like · Aug 10, 2015 at 08:08
Category: songs-lyrics
 

Latest Posts in poetry

Tasveer bhi zaban rakhti hai
Posted by iJunoon
Posted on : Jul 21, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS