Poetry / Sad

Muzammil Shahzad

koyi aisi baat agar hui keh tumahray jee ko buri lagee
tou bayan say pehlay he bhoolna tumhein yaad ho keh nah yaad ho

kabhi hum mein tum mein bhi chah thi kabhi hum say tum say bhi raah thi
kabhi hum bhi tum bhi thay aashna tumhein yaad ho keh nah yaad ho

suno zikar hai kayi saal ka keh kya aik aap nay wada tha
so nibaahane ka tou zikar kya tumhey yaad ho keh nah yaad ho

kaha mein nay baat woh kothey ki merae dil say saaf utar gayi
tou kaha keh janay murree bulaa tumhein yaad ho keh nah yaad ho

woh bigarna wasal ki raat ka woh nah maanna kisi baat ka

woh nahi nahi ki har aan ada tumhey yaad ho keh nah yaad ho

jisay aap ginte thay aashna jisay aap kehtay thay bawafa
mein wohi hon momin mubtala tumhee yaad ho keh nah yaad ho

Advertisement
· 1 Like · Aug 10, 2016 at 19:08
Category: sad
 

Latest Posts in poetry

Dream World
Posted by Imran Khan
Posted on : Jul 31, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS