Poetry / Sad
Muzammil Shahzad

Sub Ki Khushyun K Liye Hum Kia Nahi Karte
Aur Khud Apne Dukhoun Ki Parwa Nahi Karte
Afsana Banati Hai To Banati Rahe Dunya
Hum Aise Hain K Murd Kar Kabhi Dekha Nahi Karte
Har Ranj Musibat Ko Hans Kar Saha Hum Ne
Shaano Pe Rakh K Sar Kisi K Hum Roya Nahi Karte
Halaat Badalne Se Badal Jaate Hain Kuch Log
Hum Mausamon Ko Dekh Kar Bhi Badla Nahi Karte
Guzar Hi Gai Kuch Aur Guzar Jaaye Gi
Hum Beetay Dino Ki Janib Ishara Nahi Karte
Raat K Sannatay Mein Na Royen Gen Kabhi
Hum Din Se Kabhe Aisa Wada Nahi Karte...

Advertisement
·
1 Like ·
Sep 03, 2016 at 16:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Kashtee Kay Musafir NayPosted by : iJunoon on
- Asmaan Ki KhushbooPosted by : iJunoon on
- Koee PhoolPosted by : iJunoon on
- Younhi Bay'sabab Na Phira KarooPosted by : iJunoon on
- Allah he AllahPosted by : iJunoon on
- Yehi Wafaa ka silaah haiPosted by : on
- KYA KHABAR THI IS TARAH SE WO JUDA HO JAYEGAPosted by : amjad z on
- Phool khilte rahein zindgi ki raah meinPosted by : rafiq on
- TanhaPosted by : rafiq on
- Aisa lagta hai zindagi tum ho AjnabeePosted by : rafiq on
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS