Poetry / Sad
Kashif Yaqoob
Safar-E-Wafa ki raah me manzil jafa ki thi.
Kaghaz ka ghar bana k bhi
Khawahish hawa ki thi.
Thi jugnuon k shehar mein
Taroon sy
dushmani,
Mashooq chaand tha aur tamana sub'ha ki thi.
Tumne to ibadt ka tamasha bana dia,
Chahat namaaz ki thi per aadat qaza ki thi.
Main ne to zindgi ko teray naam likha tha,
Shayed magar kuch aur hi marzi khuda ki thi.
Dard he dena tha to pehly bata dety,
Hum ko bhe azal se he tamana saza ki thi.
Kaghaz ka ghar bana k bhi
Khawahish hawa ki thi.
Thi jugnuon k shehar mein
Taroon sy
dushmani,
Mashooq chaand tha aur tamana sub'ha ki thi.
Tumne to ibadt ka tamasha bana dia,
Chahat namaaz ki thi per aadat qaza ki thi.
Main ne to zindgi ko teray naam likha tha,
Shayed magar kuch aur hi marzi khuda ki thi.
Dard he dena tha to pehly bata dety,
Hum ko bhe azal se he tamana saza ki thi.
Advertisement
·
1 Like ·
Mar 09, 2018 at 08:03
Category: sad
Latest Posts in poetry
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on 284 Days Ago
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on 286 Days Ago
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on 292 Days Ago
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on 298 Days Ago
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on 309 Days Ago
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on 311 Days Ago
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on 319 Days Ago
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on 321 Days Ago
- kaash mai.n tere hasiin haath kaa kangan hotaaPosted by : Abdul Rehman Rehman on 321 Days Ago
- JudaiPosted by : on 332 Days Ago
Sponored Video