Poetry / Sad
Muzammil Shahzad

raaz ki baatein likhi aur Khat khulaa rehney diya
jaaney kyun rusvaiyoon ka silsila rehney diya
umr bhar merey saath reh kar wo na samjha dil ki baat
do diloon ke daramiyaan ik faasala rehney diya
apni fitarat wo badal paya na iske bawajood
Khatam ki ranjish magar gila rehney diya
main samajhta tha, Khushi degi fareb mujhe
is liye main ne Gamoon se rabata rehney diya…

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 29, 2016 at 05:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 162 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 164 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 171 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 173 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 174 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 176 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 186 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 189 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 192 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 192 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS