Poetry / Sad
Samreen Qaisar
mera ji hai jab tak teri justaju hai
zaban jab talak hai yahi guftagu hai
Khuda jane kya hoga anjam is ka
main besabar itna hun wo tund khu hai
tamana hai teri agar hai tamana
teri arzu hai, agar arzu hai
kiya sair hamne gulzar-e-duniya
gul-e-dosti main ajab rang-o-bu hai
ghanimat hai ye deed wa deed-e-yaran
jahan mund gayi ankh, main hun na tu hai
nazar mere dil ki pari "dard" kis par
jidhar dekhta hun wahi ru-ba-ru hai...
zaban jab talak hai yahi guftagu hai
Khuda jane kya hoga anjam is ka
main besabar itna hun wo tund khu hai
tamana hai teri agar hai tamana
teri arzu hai, agar arzu hai
kiya sair hamne gulzar-e-duniya
gul-e-dosti main ajab rang-o-bu hai
ghanimat hai ye deed wa deed-e-yaran
jahan mund gayi ankh, main hun na tu hai
nazar mere dil ki pari "dard" kis par
jidhar dekhta hun wahi ru-ba-ru hai...
Advertisement
·
0 Like ·
May 20, 2018 at 01:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 160 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 162 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 169 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 171 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 172 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 174 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 184 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 187 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 190 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 190 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS