Poetry / Sad

Manzar-e-Aam pe aa jaata FaSaana Mera
Kaash ho jaata ghalat aaj Nishaana mera
Aah kis TooTe huye dil ne mujhe yaad kiya
Dard ka phool mahaktaa hai puraana mera
Gar yaqeeN tumko na ho Sang uThaao mujh par
Aake wo khud hee kahe ga hai deewaana mera
Kitne logon ko Mere yaar garaaN guzraa hai
Teri mehfil meiN kabhee bhool se aana mera
Gham, alam, dard, sitam, soz, jafaa, ruswai
Bus In he lafzoN meiN Gum hai taraana mera...!

Advertisement
·
2 Like ·
Dec 19, 2017 at 21:12
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 118 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 119 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 126 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 128 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 129 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 131 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 141 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 144 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 147 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 147 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS