Poetry / Sad
Luqman Mali
kahin aah banke lab pe tera naam aa na jaaye
tujhe bewafa kahun main woh maqaam aa na jaaye
zara khud ko sambhalo mera dil dhadak raha hai
koi aur tair-e-dil tah-e-daaman aa na jaaye
jise soonke toot jaaye mera aarzoo bhara dil
teri anjuman se mujhko woh payaam aa na jaaye
woh ke manzilon pe lakar kisi humsafar ko lootein
inhi rehzahon mein tera kahin naam aa na jaaye
yeh mah-o-najoom hans lein mere aansuon pe
mera mehtaab jab tak lab-e-baam aa na jaaye….
NiMi

Advertisement
·
0 Like ·
Sep 30, 2018 at 11:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Khushiyon par fizaon ka pehra haiPosted by : on 22 Hours Ago
- Raatein gumnam hoti hainPosted by : on 2 Days Ago
- Woh Zindagi hi kya jis me Mohabbat nahiPosted by : on 6 Days Ago
- Na khwabon me dekha, na nazaaron me dekhaPosted by : on 7 Days Ago
- Safar lamba hai dost banate rahiyePosted by : on 11 Days Ago
- Zindagi me Jab Maayus hue HumPosted by : on 12 Days Ago
- Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti haiPosted by : on 14 Days Ago
- Aapki dosti ki ek nazar chahiyePosted by : on 18 Days Ago
- Har rishton k mukaam nahin hotayPosted by : on 23 Days Ago
- Geet ki zaroorat mehfil mein hoti haiPosted by : on 24 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS