Poetry / Sad
Akram Rahi

Jab bhi gam ki kahaniyan aain.
Unke honton peh siskiya aain..
Bujh na paye diye muhabbat ke.
Youn to kitni hi aandhiyan aain..
Meri tanhai ke gulista mai.
Chand yadon ki titliyan aain..
Yaad usne kya mujhe shayad.
isliye aaj hichkiya aain..
Mere jitne Qareeb aaye wo.
Utni hi dil mai dooriya aain..
Waqt rukhsat hua hai ab Arif
Maut ki chand hichkiyan aain
Unke honton peh siskiya aain..
Bujh na paye diye muhabbat ke.
Youn to kitni hi aandhiyan aain..
Meri tanhai ke gulista mai.
Chand yadon ki titliyan aain..
Yaad usne kya mujhe shayad.
isliye aaj hichkiya aain..
Mere jitne Qareeb aaye wo.
Utni hi dil mai dooriya aain..
Waqt rukhsat hua hai ab Arif
Maut ki chand hichkiyan aain
Advertisement
·
2 Like ·
Jun 21, 2019 at 23:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Khushiyon par fizaon ka pehra haiPosted by : on 4 Days Ago
- Raatein gumnam hoti hainPosted by : on 6 Days Ago
- Woh Zindagi hi kya jis me Mohabbat nahiPosted by : on 9 Days Ago
- Na khwabon me dekha, na nazaaron me dekhaPosted by : on 11 Days Ago
- Safar lamba hai dost banate rahiyePosted by : on 14 Days Ago
- Zindagi me Jab Maayus hue HumPosted by : on 16 Days Ago
- Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti haiPosted by : on 18 Days Ago
- Aapki dosti ki ek nazar chahiyePosted by : on 22 Days Ago
- Har rishton k mukaam nahin hotayPosted by : on 27 Days Ago
- Geet ki zaroorat mehfil mein hoti haiPosted by : on 28 Days Ago
Poetry / Sad

Jab bhi gam ki kahaniyan aain.
Unke honton pe siskiya aain..
Bujh na paye diye muhabbat ke.
Youn to kitni hi aandhiyan aayin..
Meri tanhai ke gulista mai.
Chand yadon ki titliyan aain..
Yaad usne kya mujhe shayad.
isliye aaj hichkiya aain..
Mere jitne Qareeb aaye wo.
Utni hi dil mai dooriya aain..
Waqt rukhsat hua hai ab Arif
Maut ki chand hichkiyan aain
Unke honton pe siskiya aain..
Bujh na paye diye muhabbat ke.
Youn to kitni hi aandhiyan aayin..
Meri tanhai ke gulista mai.
Chand yadon ki titliyan aain..
Yaad usne kya mujhe shayad.
isliye aaj hichkiya aain..
Mere jitne Qareeb aaye wo.
Utni hi dil mai dooriya aain..
Waqt rukhsat hua hai ab Arif
Maut ki chand hichkiyan aain
Advertisement
·
1 Like ·
Jun 11, 2015 at 17:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- Khushiyon par fizaon ka pehra haiPosted by : on 4 Days Ago
- Raatein gumnam hoti hainPosted by : on 6 Days Ago
- Woh Zindagi hi kya jis me Mohabbat nahiPosted by : on 9 Days Ago
- Na khwabon me dekha, na nazaaron me dekhaPosted by : on 11 Days Ago
- Safar lamba hai dost banate rahiyePosted by : on 14 Days Ago
- Zindagi me Jab Maayus hue HumPosted by : on 16 Days Ago
- Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti haiPosted by : on 18 Days Ago
- Aapki dosti ki ek nazar chahiyePosted by : on 22 Days Ago
- Har rishton k mukaam nahin hotayPosted by : on 27 Days Ago
- Geet ki zaroorat mehfil mein hoti haiPosted by : on 28 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS