Poetry / Sad

humko jisne chaha usey hum chah na sake
chaha tha jisko usse hum pa na sake
kisi ko hansta dekh aankh ka aansu ponch liya
par kisi rotey huye dil ko hansa na sake

apne ehsaason ko humesha zabt kar k rkha
apna haq hum kisi par jta na sake
kisi ki chahat ki kashish ko mehsoos karke bhi
khud ko us k liye hum manaa na sake

dard ishq ka hum mehsoos karte rahe
tab bhi kisi ki khatir khud ko mita na sake
aur jisne kabhi qadr na ki meri
us par se kabhi nazre hata na sake

apno ki ajnabi nazron tak k liye taraste rahe
kisi begaane ko kabhi apna bana na sake
kisi k daman main phool to bhar diye maine
par kisi ko kaanton se hum bacha na sake

Advertisement
· 1 Like · Jul 09, 2015 at 17:07
Category: sad
 
Latest Posts in poetry

· 0 Like · Jul 09, 2015 at 10:07
Category: sad
 
Latest Posts in poetry

Aab-e-Zamzam Jaisa Pani Mumkin Nahi
Posted by jiya daniyal
Posted on : Sep 10, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us

Facebook

Twitter

Google +

RSS