Poetry / Sad

Muzammil Shahzad

devta husn k daikhay boht khud sar daikhay
ham ne bhi laug jo daikhay tau wo patthar daikhay

aaj bichartay huwe laugon ko sada de ai dil
teri aawaz pe Shayad koi murh karr daikhay

lab hain khamosh magar dil mai dhuwan uthta hai
ham NE chup chap sulagte huwe paikar daikhay

meri nazron mai sitaron ki haqiqat kia hai
maine palkon pe larztay huwe gauhar daikhay

mujhko chhalki hui har aankh se dar lagta hai
kaisey toote huwe dil dard k manzar daikhay

mujhko shikwa nahi ay katib e taqdeer magar
ro paray tu bhi agar mera muqaddar daikhay

Advertisement
· 1 Like · Mar 11, 2017 at 03:03
Category: sad
 
Latest Posts in poetry

· 1 Like · Mar 10, 2017 at 20:03
Category: sad
 
Latest Posts in poetry

Guess the country name.
Posted by safia saeed
Posted on : Jul 24, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us

Facebook

Twitter

Google +

RSS