Poetry / General
Muzammil Shahzad

Ye Jo Dasht-E-Dard Hai Ishq Ka, Mujhy Is Se Koi Gila Nahi
Ye To Zindagi Ka asool Hai, Kabhi Apna Koi Hua Nahi,
Ye Jo Silsila Hai Ek Dard Ka, Ye Tohfa Yun Hi Mila Nahi
Tu Jisy Jan Kr Bhi Anjan Hai, Wo Raz Mai Ne Kaha Nahi,
Mujhy Apni Khabr To Hai Mgr, Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi
Yè Jo Aansu Hai Meri Ankh Mein, Besbab Hi To Ye Baha Nahi,
Ye Sadaa Si Jo Hai Goonjti, Wo Lafz Tu Ne Kaha Nahi
Mera Jurm Hai Meri Sadgi, Meri Aur Koi Khataa Nahi,

Advertisement
·
3 Like ·
Aug 03, 2020 at 19:08
Category: general
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 125 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 127 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 133 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 136 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 136 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 138 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 148 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 151 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 154 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 155 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS