Poetry / General

Qaum k paas agar thora sa mind hota
Hukamran apna na aisa bhi blind hota
Jab bhi woh hans k mila karta mujhye farhatje
Kuch na kuch peeich zaroor is k behind hota
Tu bhi aankhon main liye phirta kisi dard ki reet
Tera bhi khawab mere dukh main grind hota
A gaya hota agar aik bhi aankhon wala
Sheher ka sheher to aise na blind hota
Mahirbanon k nagar main,main khara sochta houn
Kaash woh shaks bhi mere liye kind hota
Hukamran apna na aisa bhi blind hota
Jab bhi woh hans k mila karta mujhye farhatje
Kuch na kuch peeich zaroor is k behind hota
Tu bhi aankhon main liye phirta kisi dard ki reet
Tera bhi khawab mere dukh main grind hota
A gaya hota agar aik bhi aankhon wala
Sheher ka sheher to aise na blind hota
Mahirbanon k nagar main,main khara sochta houn
Kaash woh shaks bhi mere liye kind hota
Advertisement
·
1 Like ·
Jan 16, 2019 at 03:01
Category: general
Latest Posts in poetry
- Khalwatoon Ka Ameen Ghar Kahan Reh GayaPosted by : Muzammil Shahzad on 3 Hours Ago
- kitni Badal Chuki Hai Rut, jazbe Bhi Woh NahiPosted by : Muzammil Shahzad on 9 Hours Ago
- Jidher Ka Rukh Bhi Main Karta,Posted by : Muzammil Shahzad on 16 Hours Ago
- Jee Chahta Hai Koi Sukhn Aashna Bhi HoPosted by : Muzammil Shahzad on 22 Hours Ago
- Milen Phir Aa K Isi Mor Per Dua KarnaPosted by : Muzammil Shahzad on 1 Days Ago
- Isi Tilism Shab Maah Mein Guzar JayePosted by : Muzammil Shahzad on 1 Days Ago
- Be Sood Hamain Rozan E Deewar Se Mat DaikhPosted by : Muzammil Shahzad on 1 Days Ago
- Chahaton K Be SamarPosted by : Muzammil Shahzad on 2 Days Ago
- Ab Shouq E Safar, Khuwahish E Yakjaai Buhat HaiPosted by : Muzammil Shahzad on 2 Days Ago
- Yehi Tha Jaan E Mann, Bilkul Hamara Haal Pehle BhiPosted by : Muzammil Shahzad on 2 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS