Poetry / General
Muzammil Shahzad
Garmi-e-Hasrat-e-NaKaam Se Jal Jaatay Hain
Ham Charaaghon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaatay Hain
Shamaa Jis Aag Mein Jalti Hai Numaaish Ke Lye
Ham Isi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaatay Hain
Khud-Numaayi Tou Nahee Shewa-e-Arbaab-e-Wafa
Jin Ko Jalna Ho Wo Aaraam Se Jal Jaatay Hain
Bach Nikaltay Hain Agar Aatish-e-Sayyaal Se Ham
Shola-e-Aariz-e-Gulfaam Se Jal Jaatay Hain
Jab Bhee Aata Hai Mera Naam Tere Naam Ke Saath
Jaanay Kiun Loog Mere Naam Se Jal Jaatay Hain ?

Advertisement
·
1 Like ·
Jan 03, 2018 at 18:01
Category: general
Latest Posts in poetry
- Sharam aayi humen is shiddat se,Posted by : on 204 Days Ago
- Dil se teri yaad na jaye to main kya karuPosted by : on 205 Days Ago
- koi tumhe bhool jayePosted by : on 212 Days Ago
- nadaan qismatPosted by : on 214 Days Ago
- Aaj zindagi se mulakaat ho gayiPosted by : on 215 Days Ago
- Tarasti nazron ki pyaas ho tumPosted by : on 217 Days Ago
- Dost Banati NahiPosted by : on 227 Days Ago
- Nafrat Ka ZaharPosted by : on 230 Days Ago
- Kuch door hamare saath chaloPosted by : on 233 Days Ago
- Aap Se Kabhi Mil Na Paaye HuMPosted by : rumana shahzad on 233 Days Ago
New Pages at Social Wall
New Profiles at Social Wall
Connect with us
Facebook
Twitter
Google +
RSS